Prabhu Ram Ka Sevak Hu (प्रभु राम का सेवक हु: भजन)


Prabhu Ram Ka Sevak Hu,
Hanuman Ka Sevak Hu,
Balaji Ab Dhyan Karo,
Bhakto Ka Kalyan Karo,
Bhagavan Ka Sevak Hu,
Balaji Ab Dhyan Karo,
Bhakto Ka Kalyan Karo ॥
Meri Sanson Ki Mala Le Prabhu Tera Naam,
Teri Puja Tera Bandana Karu Subhah Shaam,
Tere Charanon Ka Sevak Hu,
Balaji Ab Dhyan Karo,
Bhakto Ka Kalyan Karo ॥

Jivan Naiya Bhatak Rahi Hai,
Manjil Kese Pau,
Teri Cheya Mile To Baba Khushiyan Bhi Main Pau,
Dubi Naiya Ka Sevak Hu,
Balaji Ab Dhyan Karo,
Bhakto Ka Kalyan Karo ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tu Hasaye Tu Rulaye Sab Tujhape Hi Choda Hai,
Prem Ka Nata Sajjan Ne Baba Tumase Joda Hai,
Tere Dar Ka Sevak Hu,
Balaji Ab Dhyan Karo,
Bhakto Ka Kalyan Karo ॥
प्रभु राम का सेवक हु: भजन - हिन्दी में पढ़ें
प्रभु राम का सेवक हु, हनुमान का सेवक हु, बाला जी अब ध्यान करो, भक्तो का कल्याण करो, भगवान का सेवक हु, बालाजी अब ध्यान करो, भक्तो का कल्याण करो ॥
Bhajan Shri Hanuman BhajanBalaji BhajanSalasar BhajanPunjabi BhajanBajrangbali BhajanHanuman Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanBudhwa Mangal BhajanMangalwar BhajanTuesday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye