Ram Bhi Milenge Tujhe Shyam Bhi Milenge (राम भी मिलेंगे तुझे, श्याम भी मिलेंगे - भजन)


Ram Bhi Milenge Tujhe,
Shyam Bhi Milenge,
Jab Tujhe Shri Hanuman,
Ji Milenge,
Ram Bhi Milenge Tujhen,
Shyam Bhi Milenge ॥
Ram Aur Shyam Ko,
Bajrangi Bade Pyare,
Yoddha Hai Kanhaiya Ke,
Ram Ke Dulare,
Chaahe Jo Bajrangi,
Ram Shyam Ji Milenge,
Chaahe Jo Bajrangi,
Ram Shyam Ji Milenge,
Ram Bhi Milenge Tujhen,
Shyam Bhi Milenge ॥

Nirbal Ke Bal Mere,
Veer Bajrangi,
Duhkh Mein Hamesha Bane,
Dukhiyon Ke Sangi,
Prem Se Pukaro Us,
Pal Hi Milenge,
Prem Se Pukaro Us,
Pal Hi Milenge,
Ram Bhi Milenge Tujhen,
Shyam Bhi Milenge ॥

Ram Ko Pukaro Chaahe,
Shyam Ko Niharo,
Donon Ke Liye to,
Hanuman Ko Pukaro,
‘lakhkha’ Tere Sare Sakant,
Pal Mein Talenge,
‘lakhkha’ Tere Sare Sakant,
Pal Mein Talenge,
Jab Tujhe Shri,
Hanuman Ji Milenge,
Ram Bhi Milenge Tujhen,
Shyam Bhi Milenge ॥

Ram Bhi Milenge Tujhe,
Shyam Bhi Milenge,
Jab Tujhe Shri Hanuman,
Ji Milenge,
Ram Bhi Milenge Tujhe,
Shyam Bhi Milenge ॥

हनुमान चालीसा | श्री हनुमान आरती | संकटमोचन अष्टक | बालाजी आरती | श्री राम स्तुति

◉ श्री हनुमंत लाल की पूजा आराधना में हनुमान चालीसा, बजरंग बाण और संकटमोचन अष्टक का पाठ बहुत ही प्रमुख माने जाते हैं।
राम भी मिलेंगे तुझे, श्याम भी मिलेंगे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम भी मिलेंगे तुझे, श्याम भी मिलेंगे, जब तुझे श्री हनुमान, जी मिलेंगे ॥
Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanRam Navmi BhajanHanuman Jayanti BhajanRamyug BhajanRamyug BhajanShri Ram BhajanShri Shyam BhajanRadhe Shyam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...

Namavali: Ramayan Manka 108

Bhid Padi Jab Bhakt Pukare । Door Karo Prabhu Du:kh Hamare ॥ Dasharath Ke Ghar Janme Ram ।

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..