Ram Janmabhoomi Par Jakar Jeet Ke Deep Jalayenge (राम जन्मभूमि पर जाकर, जीत के दीप जलाएंगे: भजन)


Ram Janmbhoomi Par Jakar,
Jeet Ke Deep Jalayenge,
Kalyug Ke Ravan Ab Bhay Se,
Apni Khair Manayenge ॥Ram Ayodhya Jab Laute,
Jale the Deepak Ghar Ghar Mein,
Siyaram Ke Jaikaare Bhi,
Goonj Uthe the Ambar Mein,
Jaake Ayodhya Diwali Mein,
Phuljhadiya Hum Jalayenge,
Kalyug Ke Ravan Ab Bhay Se,
Apni Khair Manayenge ॥

Desh Ke Kone Kone Se Jab,
Bhakto Ki Toli Aayegi,
Unki Bhakti Ki Shakti Se,
Ye Duniya Ab Tharrayegi,
Jai Shri Ram Ka Jhanda Ab to,
Har Ghar Mein Lahrayega,
Kalyug Ke Ravan Ab Bhay Se,
Apni Khair Manayenge ॥

Ram Janmbhoomi Par Jakar,
Jeet Ke Deep Jalayenge,
Kalyug Ke Ravan Ab Bhay Se,
Apni Khair Manayenge ॥
राम जन्मभूमि पर जाकर, जीत के दीप जलाएंगे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम जन्मभूमि पर जाकर, जीत के दीप जलाएंगे, कलयुग के रावण अब भय से, अपनी खैर मनाएंगे ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Mandir BhajanRam Naam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Poojan Gauri Chali Siya Pyari

Poojan Gauri Chali Siya Pyari, Sang Sakhin Ke Janak Nandini, Chali Mudit Manhari

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Le Chal Apni Nagariya, Avadh Bihari Sanvariya

Le Chal Apni Nagariya, Awadh Bihari Sanwariyan । Awadh Bihari Sanwariya, Len Chal Apni Nagariya ।

Jo Prem Gali Me Aaye Nahi

Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin, Priyatam Ka Thikana Kya Jane

Ghar Aaye Ram Lakhan Aur Sita

Ghar Aaye Ram Lakhan Aur Sita, Ayodhya Sundar Saj Gayi Re, Sundar Saj Gayi Re Ayodhya...