Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanumana (राम जी के काज बनाये हनुमाना: भजन)


Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanuman,
Buti Sanjeevani Laye,
Pran Lakshman Ke Bachaye,
Veer Bajarangi Bajarangi,
Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanuman ॥
Pavan Se Tej Gati Chale Hanuman,
Suraj Ugane Nahi Paya,
Chamatkar Dikhlaya,
Veer Bajarangi Bajarangi,
Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanuman ॥

Shree Ram Bole Ab Der Na Lagao,
De Do Buti Sanjeevani,
Mere Lakshman Ko Do Jeevan,
Veer Bajarangi Bajarangi,
Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanuman ॥

Pis Chhaan Ved Ji Ne Buti Jo Banai,
Di Jab Lakshman Ji Ko Buti,
Murchha Lakshman Ji Ki Tuti,
Veer Bajarangi Bajarangi,
Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanuman ॥

Sneh Se Shreeram Ji Ki Aankhe Bhar Aayi,
Unaka Maan Harshaaya,
Gale Hanumat Ko Lagaaya,
Veer Bajarangi Bajarangi,
Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanuman ॥

Ajar Amar Raho Veer Hanuman,
Ram De Rahe Vardan,
Sada Unchi Rahe Shaan,
Veer Bajarangi Bajarangi,
Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanuman ॥

Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanuman,
Buti Sanjeevani Laye,
Pran Lakshman Ke Bachaye,
Veer Bajarangi Bajarangi,
Ram Ji Ke Kaaj Banaye Hanuman ॥
राम जी के काज बनाये हनुमाना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम जी के काज बनाये हनुमाना, बूटी संजीवनी लाए, प्राण लक्ष्मण के बचाए, वीर बजरंगी बजरंगी, राम जी के काज बनाए हनुमाना ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..