Ram Se Lagi Dori Shyam Se Lagi (राम से लगी डोरी श्याम से लगी - भजन)


Ram Se Lagi Dori Shyam Se Lagi,
Usko Kaun Satave,
Dori Jiski Ram Se Lagi ॥
Ram Naam Anmol Khajana,
Jo Bhi Us Par Hua Deewana,
Malamal Hua Aur,
Uski Kismat Jagi,
Usko Kaun Satave,
Dori Jiski Ram Se Lagi ॥

Meera Uski Hui Deewani,
Gaaye Jiski Jagat Kahani,
Katha Suno Prahlad Bhagat Ki,
Prem Mein Paki,
Usko Kaun Satave,
Dori Jiski Ram Se Lagi ॥

Hira Tu Bhi Dor Laga Le,
Ram Bhajan Se Mukti Pa Le,
Bade Jatan Se Murakh Tohe,
Deh Ja Mili,
Usko Kaun Satave,
Dori Jiski Ram Se Lagi ॥

Ram Se Lagi Dori Shyam Se Lagi,
Usko Kaun Satave,
Dori Jiski Ram Se Lagi ॥
राम से लगी डोरी श्याम से लगी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम से लगी डोरी श्याम से लगी, उसको कौन सतावे, डोरी जिसकी राम से लगी ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Chalo Chaliye Maa Ke Dham Bulawa Aaya Hai

Chalo Chalie Maa Ke Dhaam, Maiya Ne Bulaya Hai, Aaya Khushiyon Ka Paigaam, Maiya Ne Bulaya Hai,
Bulawa Aaya Hai, Sandesa Aaya Hai, Aae Chitthi Sabke Naam, Maiya Ne Bulaya Hai, Chalo Chalie Maa Ke Dhaam, Maiya Ne Bulaya Hai ॥

Navratri Ka Tyohar Aaya

Navratri Ka Tyohar Aaya, Vaishno Maiya Ne Humko Bulaya ॥

Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun

Main Pardesi Hun Pahli Bar Aaya Hun, Darshan Karne Maiya Ke Darbar Aaya Hun ।