Ram Veer Jayenge Avadh Mein Sare Chalo Sath Mein (राम बीर जाएंगे अवध में सारे चलो साथ में: भजन)


Dhol Bajao Nacho Gaao Dhwaj Utha Lo Haath Mein,
Ram Veer Jayenge Avadh Mein Sare Chalo Saath Mein ॥
Maan Nirmal Kar Pahan Lo Bhagawan,
Ram Raj Aaega,
Ab Saare Dukhon Ka Ant,
Ek Pal Mein Ho Jaega,
Dharati Par Swarg Hoga Sab Dev Honge Dhaam Mein,
Ram Virajenge Avadh Mein ll

Ghar-Ghar Deep Jalenge,
Raghukul Ke Deepak Aaenge,
Dur Hoga Andhera Ab,
Bujhe Deep Jagamagaenge,
Nachenge Gayenge,
Dhol Majire Honge Haath Mein,
Ram Virajenge Avadh Mein ll

Kitana Bhavy Mandir Bana Hai Mere Prabhu Shree Ram Ka,
Dwar Par Ab Tera Hoga Ram Bhakt Hanuman Ka,
Kinshuk Aur Raju Sar Jhukayenge Darabar Mein,
Ram Virajenge Avadh Mein ll
राम बीर जाएंगे अवध में सारे चलो साथ में: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ढोल बजाओ नाचो गाओ ध्वज उठा लो हाथ में, राम बीर जाएंगे अवध में सारे चलो साथ में ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanInstrumental BhajanRahul Pandit Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya, Hori Re Hori Re Barajori Re Rasiya...

Holi Bhajan: Holi Khel Rahe Nandlal

Holi Khel Rahe Nandalal Vrindavan Kunj Galin Mein। Vrindavan Kunj Galin Mein, Vrindavan Kunj Gali

Holi Bhajan: Faag Khelan Barasane Aaye Hain Natwar Nand Kishore

Faag Khelan Barasane Aaye Hain, Natwar Nand Kishore । Gher Lai Sab Gali Rangili, Chhay Rahi Chhabi Chhata Chhabili.

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...