Rani Sati Aaj Mere Ghar Aayi (रानी सती आज मेरे घर आई - भजन)


Rani Sati Aaj Mere Ghar Aayi,
Ghar Aae Maa Ghar Aae,
Mujhpe Tarash Ye Kha Gae,
Aur Mera Maan Badha Gae,
Rani Sati Aaj Mere Ghar Aayi,
Ghar Aae Maa Ghar Aae ॥
Sun Li Meri Dadi Ne Phariyad,
Rakhli Maa Ne Beti Ki Aab Laaj,
Arji Meri Usne Suni,
Arji Meri Usne Suni,
Mera Saath Nibha Gae,
Aur Duniya Ko Dikhla Gae,
Rani Sati Aaj Mere Ghar Aayi,
Ghar Aae Maa Ghar Aae ॥

Kaise Karun Main Dadi Ka satkar,
Beti To Bas De Sakti Hai Pyar,
Sukh Ki Ghadi Aae Badi,
Sukh Ki Ghadi Aae Badi,
Ye Sanchi Preet Nibha Gae,
Aur Rukha Sukha Kha Gae,
Rani Sati Aaj Mere Ghar Aayi,
Ghar Aae Maa Ghar Aae ॥

Dil Mein Mere Dadi Ki Tashvir,
‘Harsh’ Jagi Hai Aaj Meri Takadir,
Maa Ke Bhajan Gaun Sada,
Maa Ke Bhajan Gaun Sada,
Ye Mujhse Pyar Jata Gae,
Aur Sinha Pe Chad Kar Aa Gae,
Rani Sati Aaj Mere Ghar Aayi,
Ghar Aae Maa Ghar Aae ॥

Rani Sati Aaj Mere Ghar Aayi,
Ghar Aae Maa Ghar Aae,
Mujhpe Tarash Ye Kha Gae,
Aur Mera Maan Badha Gae,
Rani Sati Aaj Mere Ghar Aayi,
Ghar Aae Maa Ghar Aae ॥
रानी सती आज मेरे घर आई - भजन - हिन्दी में पढ़ें
रानी सती आज मेरे घर आई, घर आई माँ घर आई, मुझपे तरस ये खा गई, और मेरा मान बढ़ा गई, राणी सती आज मेरे घर आई, घर आई माँ घर आई ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।