Sab Dev Chale Mahadev Chale (सब देव चले महादेव चले - भजन)


Sab Dev Chale Mahadev Chale,
Le Le Phulan Ke Haar Re,
Aao Rama Ki Nagariya,
Aao Raghav Sanvariya ॥
Shiv Shankar Ne Age Badhkar Apna Damru Bajaya,
Gandharvon Ne Taal Mila Kar Prabhu Ki Stuti Gaya,
Sab Harash Rahe Megh Baras Rahe,
Amrt Ki Saras Phuhaar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Sab Dev Chale Mahadev Chale,
Le Le Phulan Ke Haar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Numi Tithi Madhumas Punita,
Shukla Paksha Abhijeet Hari Preeta,
Madhy Divas Ati Shit Na Dhama,
Sakal Kal Lok Vishram,
Bramha Ved Padhen Sur Yaan Chadhen,
Phoolan Ki Karen Bauchhaar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Sab Dev Chale Mahadev Chale,
Le Le Phulan Ke Haar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Jo Lagan Grh Vaar Tithi,
Anukul Wo Sab Aaee,
Mani Aare Parvat Sab Mahi,
Solah Shrrngar Kar Chhayi,
Kalyan Mul Mile Dou Kul,
Sarayu Badh Gayi Apar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Sab Dev Chale Mahadev Chale,
Le Le Phulan Ke Haar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥
सब देव चले महादेव चले - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सब देव चले महादेव चले, ले ले फूलन के हार रे, आओ रामा की नागरिया..
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanVeerwaar BhajanBrihaspativar BhajanBrihaspati BhajanThursday BhajanGuruwar BhajanRajan Ji BhajanPrembhushanji BhajanShiv BhajanShivaratri Bhajan

Other Popular Sab Dev Chale Mahadev Chale Video

By Ramkrishna Shastri Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Bhajan: Amrit Bela Geya Aalasi So Raha Ban Aabhaga

Bela Amrit Gaya, Aalsi so Raha, Ban Abhaga, Sathi Sare Jage, Tu Na Jaga...

Saj Dhaj Kar Jis Din Maut Ki Sahjadi Aayegi

Sajdhaj Kar Jis Din, Maut Ki Shahajadi Aayegi, Na Sona Kaam Aayega

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein | Jeevan Hai Vo Gaon | Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kabhi Pyaase Ko Paani Pilaaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Phaayada । Kabhi Girate Hue Ko Uthaya Nahi,