Sab Milkar Mangal Gao Aaj Hai Jagrata (सब मिल कर मंगल गाओ, आज है जगराता: भजन)


Sab Milkar Mangal Gao,
Aaj Hai Jagrata,
Tum Prem Se Maa Ko Manao,
Aaj Hai Jagrata ॥
Jagrate Mein Dekha Ganpati Aaye Hai,
Sang Wo Apne Riddhi Siddhi Ko Laye Hai,
Jinhe Dekh Ke Maan Mera Hai Harashata,
Tum Prem Se Maa Ko Manao,
Aaj Hai Jagrata ॥

Jagrate Mein Dekha Mohan Aaye Hai,
Sang Wo Apne Radha Ko Bhi Laye hai,
Roop Mohana Iska Sabko Hai Bhata,
Tum Prem Se Maa Ko Manao,
Aaj Hai Jagrata ॥

Jagarate Mein Brahma Vishnu Aae Hai,
Sang Apne Shiv Shankar Ko Bhi Laye Hai,
Inake Charanon Ka Yash Dekho Jag Gaata,
Tum Prem Se Maa Ko Manao,
Aaj Hai Jagrata ॥

Sab Milkar Mangal Gao,
Aaj Hai Jagrata,
Tum Prem Se Maa Ko Manao,
Aaj Hai Jagrata ॥
सब मिल कर मंगल गाओ, आज है जगराता: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सब मिल कर मंगल गाओ, आज है जगराता, तुम प्रेम से माँ को मनाओ, आज है जगराता ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Tere Dar Di Paudiyan Maa

Is Baar Navrate Maan, Tere Dar Te Manavange, Teri Dar Di Paudiyan Maa Aisi Chumde Aavange...