Sab Tere Hai Santan Bajrangbali Hanuman (सब तेरे है संतान, बजरंगबली हनुमान: भजन)


Sab Tere Hai Santan,
Bajrangbali Hanuman ॥
Tere Jesa Aur Na Duja,
Karte Hai Prabhu Teri Puja,
Tum Ho Krupa Nidhan,
Tum Ho Krupa Nidhan,
Bajrangbali Hanuman ॥

Teri Sharan Mein Jo Bhi Aata,
Daya Krupa Dhan Dolat Pata,
Bhakta Kare Gungan,
Bhakta Kare Gungan,
Bajrangbali Hanuman ॥

Ram Bhakt Sabake Rakhavale,
Pavanaputr Tum Bahut Nirale,
Vinati Suno Bhagawan,
Vinati Suno Bhagawan,
Bajrangbali Hanuman ॥

Sab Tere Hai Santan,
Bajrangbali Hanuman ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sunane Ke Pukaaro Maan Daudi Chali Tu Aai Ran Mein Kali

Sunane Ke Pukar Maan Daud Chali Tu, Aai Ran Me Kaali - Maan Kaali

Tere Naam Ka Karam Hai Ye Sara

Tere Naam Ka Karam Hai Ye Sara, Bhakto Pe Chhaya Hai Suroor Sherawaliye

Mera To Bas Ek Sahara Ram Ae Maa

Mera To Bas Ek Shahara, Ram A Maa, Lage Sabse Pyara, Mera Ram A Maa, Lage Sabse Pyara,
Mera Ram A Maa ॥

Kab Sudhi Loge Mere Ram

Kab Sudhi Loge Mere Ram, Main To Nain Bichae Teri Rah Mein, Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥

Sansar Ka Sara Sukh Keval Shree Ram Tumhare Charno Mein

Sansar Ka Saara Sukh Keval, Shree Ram Tumhare Charanon Mein, Pratipal Pratikshan Main Japa Karun, Tera Naam Tumhaare Charanon Mein, Sansaar Ka Sara Sukh Keval, Shree Ram Tumhare Charanon Mein ॥