Sabke Dil Mein, Shyam Ki Tasveer Hai (सबके दिल में, श्याम की तस्वीर है - भजन)


Sabke Dil Mein,
Shyam Ki Tasveer Hai,
Koi Dhanna Seth,
Koi Phakir Hai,
Dar Pe Aata Wahin,
Jiski Takdir Hai,
Sabke Dil Me,
Shyam Ki Tasveer Hai ॥
Karam Bhale to Dar Mile,
Karam Bure to Na,
Karmo Ka Hisab Rakhen,
Sanwara Salona,
Bandhi Karmon Ki Ye,
Sabko Janjir Hai,
Sabke Dil Me,
Shyam Ki Tasveer Hai ॥

Shyam Ka Dar Gar Mila,
Kah Lo Dil Ka Haal,
Sanware Ke Laal Ka,
Ho Na Banka Baal,
Kate Sankat Sabhi,
Maar Ek Tir Hai,
Sabke Dil Me,
Shyam Ki Tasveer Hai ॥

Dhan Daulat Se Na Tule,
Tulsi-dal Tul Jaye,
Morchhadi Se Saanwara,
Har Tala Khulvaaye,
‘Bittu’ Shyam Milan,
Ki Ye Tadabir Hai,
Sabke Dil Me,
Shyam Ki Tasveer Hai ॥

Sabke Dil Mein,
Shyam Ki Tasveer Hai,
Koi Dhanna Seth,
Koi Phakir Hai,
Dar Pe Aata Wahin,
Jiski Taqdeer Hai,
Sabke Dil Me,
Shyam Ki Tasveer Hai ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
सबके दिल में, श्याम की तस्वीर है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सबके दिल में, श्याम की तस्वीर है, कोई धन्ना सेठ, कोई फकीर है, दर पे आता वहीं, जिसकी तकदीर है,
Bhajan Shri Krishna BhajanBhagwan Krishna BhajanShri Shyam BhajanKhatu Shayam BhajanLaddu Gopal BhajanRadhe Shyam BhajanJanmashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi

Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao । Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥ Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥