Sansar Ke Logon Se Asha Na Kiya Karna (संसार के लोगों से आशा ना किया करना - भजन)


Sansar Ke Logon Se Aasha Na Kiya Karna,
Jab Koi Na Ho Apna,
Shri Krishn Kaha Karna ।
Krishna Krishna Krishna Krishna

Jeevan Ke Samundar Mein,
Toofan Bhi Aaten Hain,
Jo Hari Ko Bhajten Hain,
Hari Aap Bachate Hain ।
Vo Aap Hi Aayenge,
Bas Yaad Kiya Karna,
Jab Sath Na De Koi,
Shri Krishna Japa Karna ॥

Yah Soch Are Bande,
Prabhu Tujh Se Door Nahin,
Koi Kasht Ho Bhagaton Ko,
Prabhu Ko Manjoor Nahin ।
Bhagwan Ko Aata Hai,
Bhagton Pe Daya Karna,
Jab Koi Na Ho Apna,
Shri Krishna Kaha Karna ॥

Mat Bhool Are Bhaiya,
Yah Des Begana Hai,
Duniya Mein Aa Kar Ke,
Wapas Tujhe Jana Hai ।
Maya Ke Bandhan Se,
Din Raat Bacha Karna,
Jab Koi Na Ho Apna,
Shri Krishn Kaha Karna ॥

Dropadi Ne Pukara Tha,
Prabhu Bhi Bechain Hue,
Vo Cheer Badhane Ko,
Khud Cheer Mein Pragat Hue ।
Wohi Laaj Bachayenge,
Bas Dhyan Kiya Karna,
Jab Koi Na Ho Apna,
Shri Krishn Kaha Karna ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanKishan Bhaiya Bhajan

Other Popular Sansar Ke Logon Se Asha Na Kiya Karna Video

Shri Ram Bhajan By Bhanu Ji, Avashesh Shastri, Ramdhyan Gupta

Baba Shri Chitra Vichitra Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Yahi Aasha Lekar Aati Hu

Yahi Asha Lekar Ati Hun, Har Bar Tumhare Mandir Mein, Kabhi Neh Ki Hogi Mujhpar Bhi Bauchhar...

Tum Asha Vishwas Hamare Bhajan

Naam Na Jane, Dham Na Jane, Jane Na Seva Pooja, Tum Asha Vishwas Hamare...

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

He Jag Trata Vishwa Vidhata

Hey Jag Trata Vishwa Vidhata, Hey Sukh Shanti Niketan He। Prem Ke Sindhu Deen Ke Bandho...

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..