Sewa Mein Dadi Thari (सेवा में दादी थारी: भजन)


Sewa Mein Dadi Thari,
Main To Raam Jaun Maa,
The Jaiyan Mhane Banaoga,
Vaiyan Ban Jaun Maa,
Sewa Mein Dadi Thari ॥
The Hukm Karo To Dadi Ji,
Koyal Ban Jaun Main,
Koyal Ban Jaun Main,
Main Kuhu Kuhu Karke,
Thane Roj Jagaun Maa,
The Jaiyan Mhane Banaoga,
Vaiyan Ban Jaun Maa,
Sewa Mein Dadi Thari ॥

The Kaho To Dadi Ji,
Titlai Ban jaun Main,
Titlai Ban jaun Main,
Thare Mandiriye Mein Maiya,
Har Dam Mandarun Maa,
The Jaiyan Mhane Banaoga,
Vaiyan Ban Jaun Maa,
Sewa Mein Dadi Thari ॥

Thare Marji Ho To Dadi Ji,
Thare Sinha Ban Jaun Main,
Thare Sinha Ban Jaun Main,
Main Betha Pith Par Meri,
Thane Sir Karaun Main,
The Jaiyan Mhane Banaoga,
Vaiyan Ban Jaun Maa,
Sewa Mein Dadi Thari ॥

The Bolo To Dadi Ji,
Pardo Ban Jaun Main,
Pardo Ban Jaun Main,
Kave ‘Harsh’ Bhawani Harapal,
Thare Darshan Paun Maa,
The Jaiyan Mhane Banaoga,
Vaiyan Ban Jaun Maa,
Sewa Mein Dadi Thari ॥

Sewa Mein Dadi Thari,
Main To Raam Jaun Maa,
The Jaiyan Mhane Banaoga,
Vaiyan Ban Jaun Maa,
Sewa Mein Dadi Thari ॥
सेवा में दादी थारी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सेवा में दादी थारी, मैं तो रम जाऊं माँ, थे जइयाँ म्हणे बनाओगा, वइयाँ बन जाऊं माँ, सेवा मे दादी थारी ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chandan Hai Is Desh Ki Mati

Chandan Hai Is Desh Ki Mati, Tapobhoomi Har Gram Hai . Har Bala Devi Ki Pratima, Bachcha Bachcha Ram Hai

Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai

Hum Haar Maan Ne Vale Insan Nahi Hai, Jo Pith Dikha Kar Bhage Vo Bejan Nahi Hai, Sur Veero Ki Bhumi Hum Jis Dhara Pe Rahte Hai, Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai ॥

Bharat Hai Pehchan Meri

Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri, Duniya Mein Sabse Nyara Mujhe Desh Jaan Se Pyara Hai, Bas Hi Swarg Dwar Iske Liye To Harpal Hajir Jaan Mei, Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri ॥

Vande Mataram - National Song

National Anthem - Jana Gana Mana

Hamara Pyara Hindudweep

Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Ab Utho Jago Hey Aaryavir! Uttaal Prachand Samarasindhu Samip, Hey Subhat-Vikat-Vikaral-Kal, Prakhar-Prabal-Shur-Shastrapani Mahip,
Vishvahrday Yah Bharat-Bhushit, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip ॥