Shakti Maata Hai Mahashakti Ye Saccha Avatar Hai (शक्ति माता हे महाशक्ति, ये सच्चा अवतार है - भजन)


Shakti Maata Hai Mahashakti,
Ye Saccha Avatar Hai,
Bhorasa Ki Pawan Bhumi,
Par Inka Darbar Hai,
Maa Ke Roop Mein Palan Karti,
Sabki Palanhari,
Sachha Darwar Hai Jhukta Sansar Hai ॥
Shakti Maata Mamtamae,
Jagdamba Roop Bhawani Hai,
Inke Charon Se Ham Sab Ki,
Preet Bahut Hi Pyari Hai,
Ambar Ke Taaron Se Jyada,
Is Maa Ke Upkar Hai,
Sachha Darwar Hai Jhukta Sansar Hai ॥

Uljhan Bankar Waqt ka Pahia,
Rah Mein Jab Jab Ruk Jata,
Maa Ki Duaon Ki Shakti Se,
Wo Phir Age Badh Jata,
Rakhya Karti Sada Hamari,
Maiya Ka Abhar Hai,
Sachha Darwar Hai Jhukta Sansar Hai ॥

Unch- Nich Ka Bhed Mitati,
Maa Sabko Hi Pyar Kare,
Taal Ki Paal Par Bethi Maiya,
Mantri’ Ka Uddhar Karen,
Mahaka Bhole Bhavaranath Se,
Sara Ghar Sansar Hai,
Sachha Darwar Hai Jhukta Sansar Hai ॥

Shakti Maata Hai Mahashakti,
Ye Saccha Avatar Hai,
Bhorasa Ki Pawan Bhumi,
Par Inka Darbar Hai,
Maa Ke Roop Mein Palan Karti,
Sabki Palanhari,
Sachha Darwar Hai Jhukta Sansar Hai ॥
शक्ति माता हे महाशक्ति, ये सच्चा अवतार है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शक्ति माता हे महाशक्ति, ये सच्चा अवतार है, भोरासा की पावन भूमि, पर इनका दरबार है, माँ के रूप में पालन करती, सबकी पालनहार है सच्चा दरबार है झुकता संसार है ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥