Shankar Shiv Shambhu Sadhu Santan Sukhkari (शंकर शिव शम्भु साधु सन्तन सुखकारी - भजन)


Ram Naam Madhuban Ka,
Bhramar Bana, Man Shiv Ka ।
Nish Din Simran Karta,
Naam Punyakari ॥
Shankar Shiv Shambhu,
Sadhu Santan Sukhkari ॥
Nish Din Simaran Karte,
Naam Punyakari ॥

Lochan Traya Ati Vishal,
Sohe Nav Chandr Bhal,
Rund Mund Vyaal Maal,
Jata Gang Dhari ।
Shankar Shiv Shambhu,
Sadhu Santan Sukhkari ॥

Shankar Shiv Shambhu,
Sadhu Santan Sukhkari ॥
Satat Japat Ram Naam,
Atishay Shubhkari ॥

Parvati Pati Sujan,
Pramath Raaj Vrishabh Yaan,
Sur Nar Muni Saivyaman,
Trividh Taap Hari ।
Shankar Shiv Shambhu,
Sadhu Santan Sukhkari ॥

Aughad Dani Mahan,
Kalkut Kiyo Paan,
Aarat-har Tum Saman,
Ko Hai Tripurari ।
Shankar Shiv Shambhu,
Sadhu Santan Sukhkari ॥
शंकर शिव शम्भु साधु सन्तन सुखकारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शंकर शिव शम्भु साधु सन्तन सुखकारी॥ निश दिन सिमरन करते, नाम पुण्यकारी॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanKanwar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Kanwar Saja Ke Chalo Sawan Ritu Hai Aayi

Kaanvad Saja Ke Chalo, Sawan Ritu Hai Aayi, Bhakto Ko Shiv Ne Apne, Awaj Hai Lagae, Kaanvad Saja Ke Chalo, Sawan Ritu Hai Aayi ॥

Hey Shivshankar Hey Karunakar

Hey Shivshankar Hey Karunakar, Hey Parmeshwar Parampita Har Har Bhole Namah Shivay,

Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare

Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare, Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare

Shiv Shankar Ka Gungaan Karo

Shiv Shankar Ka Gungaan Karo, Shiv Bhakti Ka Raspaan Karo, Jeevan Jyotirmay Ho Jaye