Sherawali Ka Laga Hai Darbar (शेरावाली का लगा है दरबार: भजन)


Sherawali Ka Laga Hai Darbar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho,
Meharawali Ka Saja Hai Darabar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho,
Jayakara Maa Ka Jayakara,
Sherawali Ka Laga Hai Darbar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho ॥
Parvat Ki Unchi Si Choti,
Choti Upar Jagati Jyoti,
Bethi Sher Pe Hoke Sawar,
Jayakara Maa Ka Jayakara,
Sherawali Ka Laga Hai Darbar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho ॥

Dam Dam Dhol Nagade Baje,
Jhum Jhum Ke Jogan Nache,
Maa Ki Ho Rahi Hai Jaykar,
Jayakara Maa Ka Jayakara,
Sherawali Ka Laga Hai Darbar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho ॥

Bajrangi Maa Ke Sewa Main Lage,
Bhaironath Aarati Utare,
Ganga Maiya Rahi Charan Pakhar,
Jayakara Maa Ka Jayakara,
Sherawali Ka Laga Hai Darbar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho ॥

Luta Rahi Maa Atal Khajana,
Bhar Bhar Jholi Lute Jamana,
Maa Ne Khol Diye Re Bhandar,
Jayakara Maa Ka Jayakara,
Sherawali Ka Laga Hai Darbar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho ॥

Sherawali Ka Laga Hai Darbar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho,
Meharawali Ka Saja Hai Darabar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho,
Jayakara Maa Ka Jayakara,
Sherawali Ka Laga Hai Darbar,
Jaykara Maa Ka Bolte Raho ॥
शेरावाली का लगा है दरबार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
शेरावाली का लगा है दरबार, जयकारा माँ का बोलते रहो, मेहरवाली का सजा है दरबार, जयकारा माँ का बोलते रहो, जयकारा माँ का जयकारा, शेरावाली का लगा हैं दरबार, जयकारा माँ का बोलते रहो ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..