Shiv Shankar Ka Gungaan Karo (शिव शंकर का गुणगान करो - भजन)


Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay - X2
Shiv Shankar Ka Gungaan Karo
Shiv Bhakti Ka Raspaan Karo
Jeevan Jyotirmay Ho Jaye
Jyotirlingo Ka Dhyaan Karo
Shiv Shankar Ka Gunagaan Karo

Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay - X2

Usne Hi Jagat Banaya Hai
Kan-kan Mein Wahi Samaya Hai
Usne Hi Jagat Banaya Hai
Kan Kan Mein Wahi Samaya Hai
Duhkh Bhi Sukh Sa Hi Bitega
Sir Par Jab Shiv Ka Chhaya Hai
Bolo Har Har Har Mahadev
Har Mushkil Ko Aasan Karo
Shiv Shankar Ka Gungaan Karo

Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay - X2
Om Namah Shivay

Shankar to Hain Antaryami
Bhakto Ke Lie Sakha Se Hain
Shankar to Hain Antaryami
Bhakton Ke Lie Sakha Se Hain
Bhagwan Bhaav Ke Bhukhe Hain
Bhagwan Prem Ke Pyase Hain
Man Ke Mandir Mein Isiliye
Shiv Mandir Ka Nirman Karo
Shiv Shankar Ka Gungaan Karo
* Bhaktibharat Lyrics

Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay - X2
Om Namah Shivay

Shiv Shankar Ka Gungaan Karo
Shiv Bhakti Ka Raspaan Karo
Jeevan Jyotirmay Ho Jaye
Jyotirlingo Ka Dhyaan Karo
Shiv Shankar Ka Gungaan Karo

Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay
Om Namah Shivay Namah Shivay - X2
शिव शंकर का गुणगान करो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिव शंकर का गुणगान करो, शिव भक्ति का रसपान करो, जीवन ज्योतिर्मय हो जाए
Bhajan Shiv BhajanMahadev BhajanKawadiya BhajanKanwar BhajanSavan BhajanShravan BhajanShiv BhajanBholenath BhajanShivaratri BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥