Shivratri Ki Mahima Apaar (शिवरात्रि की महिमा अपार - भजन)


Shivratri Ki Mahima Apaar,
Puja Shiv Ki Karo,
Tino Lok Hi Jisko Puje,
Sacche Maan Se Milake Sare,
Shiv Ka Jaap Karo,
Shiv Ka Jaap Karo,
Shivratri Ki Mahima Apaar,
Puja Shiv Ki Karo ॥
Shiv Bhakti Se Bhaagy Ka Dwara,
Pal Mein Hai Khul Jata,
Janm Janm Ke Paap Hai Dhulate,
Jo Mango Mil Jata,
Ghat Ghat Ki Shiv Jane Re,
Mukh Se Kaho Na Kaho,
Tino Lok Hi Jisko Puje,
Sacche Maan Se Milake Sare,
Shiv Ka Jaap Karo,
Shiv Ka Jaap Karo,
Shivratri Ki Mahima Apaar,
Puja Shiv Ki Karo ॥

Sukhadata Shiv Sankat Harata,
Shiv Bhole Bhandari,
Dinadayal Vo Karuna Sagar,
Sunate Sada Hamari,
Shiv Ko Bas Vo Hi Payenge,
Shiv Ko Dhyaenge Jo,
Tino Lok Hi Jisko Puje,
Sacche Maan Se Milake Sare,
Shiv Ka Jaap Karo,
Shiv Ka Jaap Karo,
Shivratri Ki Mahima Apaar,
Puja Shiv Ki Karo ॥

Shivratri Ki Mahima Apaar,
Puja Shiv Ki Karo,
Tino Lok Hi Jisko Puje,
Sacche Maan Se Milake Sare,
Shiv Ka Jaap Karo,
Shiv Ka Jaap Karo,
Shivratri Ki Mahima Apaar,
Puja Shiv Ki Karo ॥
शिवरात्रि की महिमा अपार - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिवरात्रि की महिमा अपार, पूजा शिव की करो, तीनो लोक ही जिसको पूजे, सच्चे मन से मिलके सारे, शिव का जाप करो, शिव का जाप करो, शिवरात्रि की महीमा अपार पूजा शिव की करो ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Shivratri Ki Mahima Apaar Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Radha Dundh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha

Radha Dhundh Rahi Kisi Ne Mera Shyam Dekha, O Bansi Bajate Hue, Oradha Tera Shyam Dekha
॥

Rama Rama Ratate Ratate

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Ka

Chandraghanta Maa Se Arji Meri

Chandraghanta Maa Se Arji Meri, Main Das Banu Tera, Ab Jese Marji Teri, Main Das Banu Tera, Ab Jese Marji Teri ॥

Bhole Damru Baja Do Ek Baar

Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein, Kirtan Mein Hari Kirtan Mein ॥