Shree Ram Ji Ka Mandir Banayenge (श्री राम जी का मंदिर बनाएंगे: भजन)


Shree Ram Ji Ka Mandir Banaenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge,
Mandir Jab Ye Ban Jayega,
Kan Kan Sara Harshayega,
Bachcha Bachcha Ye Gayega,
Sari Duniya Mein Ram Ji Chhaenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge,
Shree Ram Ji Ka Mandir Banayenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge ॥
Vishvaguru Kahalaye Aisa,
Desh Hamara Ho,
Bharat Ki Shakti Ka Danka,
Duniya Bhar Mein Ho,
Geeta Ramayan Se Sari,
Duniya Gunjit Ho,
Sanskrti Bharat Ki Har Ek,
Desh Ka Sehara Ho,
Kalayug Mein Treta Laenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge,
Shree Ram Ji Ka Mandir Banayenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge ॥

Sare Avataron Ki Bhoomi,
Bharat Mata Hai,
Veer Mahapurushon Ki Janani,
Bhaagy Vidhaata Hai,
Sangharshon Se Guzari Hui Ye,
Ram Kahani Hai,
Barason Se Tambu Mein Baithe,
Di Kurbani Hai,
‘Jeevan’ Yogi Modi Ko,
Phir Se Laenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge,
Shree Ram Ji Ka Mandir Banayenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge ॥

Shree Ram Ji Ka Mandir Banaenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge,
Mandir Jab Ye Ban Jayega,
Kan Kan Sara Harshayega,
Bachcha Bachcha Ye Gayega,
Sari Duniya Mein Ram Ji Chhaenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge,
Shree Ram Ji Ka Mandir Banayenge,
Bhagava Dhvaj Laharayenge ॥
श्री राम जी का मंदिर बनाएंगे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्री राम जी का मंदिर बनाएंगे, भगवा ध्वज लहरायेंगे, मंदिर जब ये बन जायेगा, कण कण सारा हर्षायेगा, बच्चा बच्चा ये गायेगा, सारी दुनिया में राम जी छाएंगे, भगवा ध्वज लहरायेंगे, श्री राम जी का मंदिर बनायेंगे, भगवा ध्वज लहरायेंगे ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani, Teri Shakti Hai Aapar, Koi Paya Nhi Paar, Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Maiya Tumse Meri Choti Si Hai Arji

Maiya Tumse Meri, Choti Si Hai Arji, Mano Ya Na Mano, Aage Teri Marji, Mavadi Rakhle Tu, Charon Ke Paas ॥

Aaungi Aaungi Main Agle Baras Phir Aaungi

Aaungi Aaungi Main Agle, Baras Phir Aaungi, Laungi Laungi Teri, Laal Chunariya Laungi ॥