Shri Dandraua Sarkar Tumahari Jai Hove (श्री दंदरौआ सरकार तुम्हारी जय होवे - भजन)


Shri Dandraua Sarkar, Tumhari Jay Hove
Tumhari Jay Hove, Tumhari Jay Hove
Mangal Shanivar Maila Bharat Hai
Lakhon Ki Yahan Bheed Jurat Hai
Bante Bigde Kaam Tumhari Jay Hove

Mohini Roop Mein Aap Viraje
Bhakton Ke Sab Sankat Kaate
Karte Poorn Kaam Tumhari Jay Hove

Bhind Jila Mehganv Nagar Ke
Dandraua Mein Aap Viraje
Shri Doktar Hanumaan Tumhari Jay Hove

Hanumat Ki Yahan Mahima Nirali
Dandraua Se Koi Jaye Na Khali
Jay Ho Pavan Kumaar Tumhari Jay Hove
श्री दंदरौआ सरकार तुम्हारी जय होवे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्री दंदरौआ सरकार , तुम्हारी जय होवे, तुम्हारी जय होवे, तुम्हारी जय होवे
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Aayo Faganiyo Albelo

Aayo Phaganiyo Alabelo, Baba Shyam Dhani Ko Melo, Chalyo Bhagata Ko Yo Relo, Khatu Shyam Ji, O Khatu Dham Ji ॥

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo Shyam Sahara Milta Hai

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo, Shyam Sahara Milta Hai, Rota Hai Koi Shyam Ka Premi...

Sara Barsana Tera Deewana Hua

Teri Murli Ki Dhun, Humne Jabse Suni, Sara Barsana Tera Deewana Hua, Mili Tumse Najar, Meri Jab Saanware, Ye Dil Bhi Humara Begana Hua ॥