Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Me Bhajan (श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में - भजन)


Shri Ram Navami, Vijaya Dashami, Sundarkand, Ramacharitmanas Katha Aur Akhand Ramayan Ke Paath Mein Pramukhta Se Gaye Jane Wala Bhajan Shri Ram Janki Lyrics in Hindi and Endlish.
Nahin Chalao Baan Vyang Ke Aih Vibhishan
Tana Na Seh Paoon, Kyon Todi Hai Yah Mala,
Tujhe E Lankapati Batlaoon
Mujh Mein Bhi Hai Tujh Mein Bhi Hai, Sab Mein Hai Samjhaoon
Ai Lanka Pati Vibhishan Le Dekh Main Tujh Ko Aaj Dikhaoon
Jay Shri Rammmm...

Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein,
Dekh Lo Mere Man Ke Naaginen Mein ।

Mujh Ko Kirti Na Vaibhav Na Yash Chahiye,
Ram Ke Naam Ka Mujh Ko Ras Chahiye ।
Sukh Mile Aise Amrit Ko Pine Mein,
Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein ॥
Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein ॥

Anamol Koi Bhi Chij Mere Kaam Ki Nahin
Dikhti Agar Usme Chhavi Siya Ram Ki Nahin

Ram Rasiya Hoon Main, Ram Sumiran Karu,
Siya Raam Ka Sada Hi Mai Chintan Karu ।
Sachcha Anand Hai Aise Jine Mein Shri Ram,
Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein ॥
Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein ॥

Phaad Seena Hain Sab Ko Yah Dikhla Diya,
Bhakti Mein Hain Masti Bedhadak Dikhla Diya ।
Koi Masti Na Sagar Mine Mein,
Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein ॥
Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein ॥

Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein,
Dekh Lo Mere Man Ke Naginen Mein ।
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्री राम जानकी बैठे हैं मेरे सीने में, देख लो मेरे मन के नागिनें में।
Bhajan Hanuman BhajanShri Ram BhajanHanuman Jayanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanLakha Bhajan

Other Popular Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Me Bhajan Video

Dimpal Bhoomi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mera Kho Gaya Dil Vrindavan Dham Mein

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...