Shri Ram Ka Bhagwa Lehraya (श्री राम का भगवा लहराया: भजन)


Khub Saji Ayodhya Pawan Din Aaya Hai,
Ghar Ghar Mein Shri Ram Ka Bhagwa Lehraya Hai,
Machi Ayodhya Mein Dhum,
Masti Mein Nach Rahe Hain Sare Jhoom Jhoom ॥
Panch So Barash Ka Ye Lamba Intijar Hai,
Saja Shri Ram Ji Ka Yahan Darbar Hai,
Siya Lakhan Ke Sang Mein Bethe Shri Ram Hai,
Charanon Mein Ram Ji Ke Bethe Hanuman Hai,
Avadh Ki Dharati Rahi Chum,
Masti Mein Nach Rahe Hain Sare Jhoom Jhoom ॥

Ban Gaya Mandir Sundar Mere Prabhu Ram Ka,
Gunje Jayakara Yahan Ram Ji Ke Naam Ka,
Milane Apne Bhakto Se Chale Hai Ram Ji,
Dekho Nikali Sawari Saj Ke Shri ram Ki,
Sari Nagari Rahe Hai Dhoom,
Masti Mein Nach Rahe Hain Sare Jhoom Jhoom ॥
BhaktiBharat Lyrics

Baje Hai Dhol Nagade Swagat Mein Shri Ram Ke,
Badale Hai Pal Main Najare Aaj Ayodhya Dham Ke,
Aae Ayodhya Duniya Karane Didar Ji,
Kundan Kahata Sweta Se Chalo Ek Baar Ji,
Karane Darshan Ko Hum Aor Tum,
Masti Mein Nach Rahe Hain Sare Jhoom Jhoom ॥
श्री राम का भगवा लहराया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
खूब सजी अयोध्या पावन दिन आया है, घर घर में श्री राम का भगवा लहराया है, मची अयोध्या में धूम, मस्ती में नाच रहे हैं सारे झूम झूम ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye