Shri Ram Katha Ki Mahima Ko Ghar Ghar Me Pahuchana Hai (श्री राम कथा की महिमा को, घर घर में पहुँचाना है: भजन)


Shri Ram Katha Ki Mahima Ko,
Ghar Ghar Me Pahuchana Hai,
Ram Naam Ki Bhakti Ko,
Jan Jan Main Jagana Hai,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥
Ram Naam Ko Japne Se,
Har Sankat Mit Jate Hai,
Ram Ram Ko Ratne Se,
Kasta Sare Kat Jate Hai,
Ram Naam Ko Bhajne Se,
Bhav Sagar Tar Jate Hai,
Ram Naam Ka Dhyan Dhare To,
Atma Trupta Ho Jate Hai,
Sri Ram Katha Ki Mahima Ko,
Ghar Ghar Me Pahuchana Hai,
Ram Naam Ki Bhakti Ko,
Jan Jan Main Jagana Hai,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Ram Naam Se Papiyon Ko,
Paap Sare Dhul Jate Hai,
Ram Naam Ki Sakti Se,
Sukh Sampad Ghar Aate Hai,
Ram Naam Ki Maala Se,
Maanbanchit Phal Pate Hai,
Ram Naam Ko Gane Se,
Prabhu Darshan Ho Jate Hai,
Sri Ram Katha Ki Mahima Ko,
Ghar Ghar Me Pahuchana Hai,
Ram Naam Ki Bhakti Ko,
Jan Jan Main Jagana Hai,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Shri Ram Katha Ki Mahima Ko,
Ghar Ghar Me Pahuchana Hai,
Ram Naam Ki Bhakti Ko,
Jan Jan Main Jagana Hai,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥
श्री राम कथा की महिमा को, घर घर में पहुँचाना है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्री राम कथा की महिमा को, घर घर में पहुँचाना है, राम नाम की भक्ति को, जन जन में जगाना है, श्री राम जय राम जय जय राम, श्री राम जय राम जय जय राम ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge