Shri Ramji Ka Mandir Sundar Banayenge Hum (श्री राम जी का मंदिर, सुन्दर बनाएँगे हम: भजन)


Shri Ram Ji Ka Mandir,
Sundar Banayenge Hum,
Sundar Banayenge Hum,
Milkar Banayenge Hum,
Shri Ram Ji Ka Mandir,
Sundar Banayenge Hum ॥
Dekhegi Sari Duniya,
Mandir Ki Bhavyata Ko,
Dekhegi Sari Duniya,
Mandir Ki Bhavyata Ko,
Pahale Aur Jyada,
Behtar Banayenge Hum,
Shri Ram Ji Ka Mandir,
Sundar Banayenge Hum ॥

Hone Na Denge Thodi Bhi,
Arth Ki Kami Hum,
Hone Na Denge Thodi Bhi,
Arth Ki Kami Hum,
Shri Ram Vakt Sare,
Padhkar Banayenge Hum,
Shri Ram Ji Ka Mandir,
Sundar Banayenge Hum ॥

Mandir Mein Virajenge,
Shri Ram Raja Apne,
Mandir Mein Virajenge,
Shri Ram Raja Apne,
Shraddha Se Kalpana Se,
Gadhkar Banayenge Hum,
Shri Ram Ji Ka Mandir,
Sundar Banayenge Hum ॥

Shri Ram Kripa Se,
Avsar Mila Hai Sundar,
Shri Ram Kripa Se,
Avsar Mila Hai Sundar,
Seva Se Apna Jeevan,
Sukhkar Banayenge Hum,
Shri Ram Ji Ka Mandir,
Sundar Banayenge Hum ॥

Shri Ram Ji Ka Mandir,
Sundar Banayenge Hum,
Sundar Banayenge Hum,
Milkar Banayenge Hum,
Shri Ram Ji Ka Mandir,
Sundar Banayenge Hum ॥
श्री राम जी का मंदिर, सुन्दर बनाएँगे हम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्री राम जी का मंदिर, सुन्दर बनाएँगे हम, मिलकर बनाएँगे हम..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanAyodhya BhajanRam Mandir BhajanJanmbhoomi BhajanRam Janmbhoomi BhajanDhiraj Kant Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Baba Baijnath Hum Aael Chhi Bhikhariya

Baba Baijnath Hum Aael Chhi Bhikhariya, Ah Ke Duariya Na, Baba Baidyanath Hum Ayal Chhi, Bhikhariya Ahaan Ke Duariya Na ॥

Deedar Karne Aaya Tere Dwar

Alakha Jaga Ke Jogi, Aaya Tere Dwar, Aaya Tere Dwar Maiya, Aaya Tere Dwar, Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥

Koi Devta Nahi Hai Bhole Nath Ki Tarah

Koi Devta Nahi Hai, Bhole Nath Ki Tarah, Lutate Hai Khajan Barsat Ki Tarah, Lutate Hai Khajan Barsat Ki Tarah ॥

Rajdulaari: Tu Mahalon Main Rahne Wali

Tu Mahalon Mein Rahne Wali, Main Jogi Jatta Dhari Hun, Tera Mera Mel Mile Na, Rahta Atal Atari Hun