Shringar Sinduri Chavi Bala Ki Puri (श्रृंगार सिंदूरी, छवि बाला की पूरी: भजन)


Shrungar Sinduri,
Chabi Bala Ki Puri,
Tumhai Dekh Kar,
Dekhta Rah Gaya,
Jab Di Mujhe Tumne,
Darshan Ki Manjuri,
Jhuka Sar Mera,
To Jhuka Rah Gaya ॥
Mera Sirasa Mein Aana,
Saphal Ho Gaya,
Meri Ulajhan Ka Pal Bhar Mein,
Hal Ho Gaya,
Sirasa Ke Saradaar Bhi Tum,
Salasar Ki Sarakaar Bhi tTum,
Jo Maatha Tika To,
Tika Raha Gaya,
Tumhai Dekh Kar,
Dekhta Rah Gaya ॥

Asa Mukhada Nurani Na,
Dekha Kahin,
Haath Mein Pehele Na Thi Ye,
Rekha Kahin,
Jage Nasib Mere,
Tum Ho Balaji Karib Mere,
Tumhai Maan Mera,
Pujata Reh Gaya,
Tumhai Dekh Kar,
Dekhta Rah Gaya ॥

Maine Dekha Tumhai To,
Main Na Rahi,
Thi Ahankar Jesi Jo,
Shaan Na Rahi,
Gyan Diya Tumne Bala,
Bhakti Ka Pyala Jab Pilaya Bala,
To Main Ho Ke Magan,
Jhumta Rah Gaya,
Tumhai Dekh Kar,
Dekhta Rah Gaya ॥

Shrungar Sinduri,
Chabi Bala Ki Puri,
Tumhai Dekh Kar,
Dekhta Rah Gaya,
Jab Di Mujhe Tumne,
Darshan Ki Manjuri,
Jhuka Sar Mera,
To Jhuka Rah Gaya ॥
श्रृंगार सिंदूरी, छवि बाला की पूरी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्रृंगार सिंदूरी, छवि बाला की पूरी, तुम्हे देखकर, देखता रह गया, जब दी मुझे तुमने, दर्शन की मंजूरी, झुका सर मेरा, तो झुका रह गया ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye