Sone Ki Lanka Jalai Gayo Re Ek Choto So Vanar (सोने की लंका जलाए गयो रे, एक छोटो सो वानर: भजन)


Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Choto So Vanar,
Ek Choto So Vanar,
Ravan Ko Pani Pilaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar ॥
Balapan Mein Suraj Ne Nigalyau,
Phal Samajh Kar Kha Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar ॥

Shakti Baan Lagyo Lakshman Ke,
Lakshman Ke Praan Bacha Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar ॥

Dhokhe Se Ravan Ne Sita Ko Harali,
Mata Ko Paton Lagaay Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar ॥

Kisi Ne Puchha Tera Ram Hai Kahaan Par,
Sina Phaad Dikhaay Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar ॥

Chun Chun Karake Dushto Ko Mara,
Danav Ke cChhakke Chhudae Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar ॥

Sanav Sanhaare ‘Harsh’ Lanka Ko Jita,
Sita Ko Ram Se Milae Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar ॥

Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Choto So Vanar,
Ek Choto So Vanar,
Ravan Ko Pani Pilaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar,
Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re,
Ek Choto So Vanar ॥
सोने की लंका जलाए गयो रे, एक छोटो सो वानर: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सोने की लंका जलाए गयो रे, एक छोटो सो वानर, छोटो सो वानर, एक छोटो सो वानर, रावण को पानी पिलाए गयो रे, एक छोटो सो वानर, सोने की लंका जलाये गयो रे, एक छोटो सो वानर ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Bhole Ki Fauj

Bam Bam Bam Bhole Bam Bam Bam, Is Sawan Karegi Mauj, Mere Bhole Ki Fauj

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Ram Ras Barsyo Re, Aaj Mahre Angan Main

Ram Ras Barsyo Ri, Aaj Mhare Angan Mein । Jag Gaye Sab Soye Sapne, Sabhi Paraye Ho Gaye Apne

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini