Sunle Fariyad Meri Aa Mujhe De Kinara (सुनले फरियाद मेरी,आ मुझे दे किनारा: भजन)


Ashara Ek Tera,
Ek Tera Shahara,
Sunle Fariyad Meri,
Aa Mujhe De Kinara,
Ashara Ek Tera,
Ek Tera Shahara ॥
Jakhmi Jag Ne Kiya Kya,
Ghaw Kisko Dikhaun,
Koi Apana Nahi Hai,
Haal Kisko Sunaun,
Jor Chalata Hai Mera,
Ashara Ek Tera,
Ek Tera Shahara ॥

Andhiya Chal Rahi Hai,
Raat Bhi Hai Tuphani,
Bada Gehara Bhawar Hai,
Aor Kasti Purani,
Maine Tujhko Pukara,
Ashara Ek Tera,
Ek Tera Shahara ॥
BhaktiBharat Lyrics

Dard Dil Mein Bhara Hai,
Harsh Tu Bant Lena,
Bhent Ye Avgunon Ki,
Mit Karake Burai,
Tune Kitno Ko Tara,
Ashara Ek Tera,
Ek Tera Shahara ॥


सुनले फरियाद मेरी,आ मुझे दे किनारा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आसरा एक तेरा, एक तेरा सहारा, सुनले फरियाद मेरी, आ मुझे दे किनारा, आसरा एक तेरा, एक तेरा सहारा ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Kumar Maine Dekhe, Sundar Sakhi Do Kumar

Kumar Maine Dekhe, Sundar Sakhi Do Kumar Hathon Mein Phoolon Ka Dauna Bhi Sohe Sundar Gale Mein Sohe Haar

Ram Sita Aur Lakhan Van Ja Rahe

Shri Ram Bhajan Video: Ram Sita Aur Lakhan Van Ja Rahe, Haye Ayodhya Me Andhere Chha Rahe...

Kanhaiya Le Chal Parli Paar

Kanhaiya Le Chal Parli Paar, Saawariya Le Chal Parli Paar, Jaha Birajo Meri Radha Rani, Albeli Sarkar ॥

Ram Charan Chit Lai Re Bhajo Radhe Govinda

Ram Charan Chit Lai Re, Bhajo Radhe Govinda, Bhaktan Ke Sukhdayi Re, Bhajo Radhe Govinda, Jab Maara Tab Tab Taara

Ram Nam Japte Raho, Jab Tak Ghat Ghat Me Ram

Ram Naam Japte Raho, Jab Tak Ghat Ghat Me Pran । Ram Bhajo, Ram Rato