Sunle Murad Meri O Meri Maiya (सुनले मुराद मेरी ओ मेरी मैया: भजन)


Sunle Murad Meri O Meri Maiya,
Jaikara Lagaungi Sherawali Maiya,
Main Nange Pawn Aaungi Tere Dwar Maiya,
Sunle Murad Meri O Meri Maiya ॥
Jag Ne Rulaya Mujhko,
Bahut Sataya Mujhko,
Begana Banaya Mujhko,
Charnon Main Jagah De Apni,
Charnon Main Jagah De Apni O Meri Maiya,
Nange Pawn Aungi Sherawali Maiya,
Jaikara Lagaungi Sherawali Maiya ॥

Sunti Hun Teri Krupa,
Sab Pe Barsati Hai,
Kab Hogi Aash Puri,
Aatma Tarsati Hai,
Vinati Swikar Karlo,
Vinati Swikar Karlo Sherawali Maiya,
Nange Pawn Aungi Sherawali Maiya,
Jaikara Lagaungi Sherawali Maiya ॥

Dwar Tere Aane Ko,
Maan Ye Tarsata Hai,
Darshan Paane Ko,
Aankhe Barasati Hai,
Darash Dikha De Aab To,
Darash Dikha De Aab To Jyotawali Maiya,
Nange Pawn Aungi Sherawali Maiya,
Jaikara Lagaungi Sherawali Maiya ॥

Sunle Murad Meri O Meri Maiya,
Jaikara Lagaungi Sherawali Maiya,
Main Nange Pawn Aaungi Tere Dwar Maiya,
Sunle Murad Meri O Meri Maiya ॥
सुनले मुराद मेरी ओ मेरी मैया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सुनले मुराद मेरी ओ मेरी मैया, जयकारा लगाउंगी शेरवाली मैया, मैं नंगे पाव आउंगी तेरे द्वारे मैया, सुनले मुराद मेरी ओ मेरी मैया ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Ek Tu Hi Hai Mera Baki Sab Hai Veham

Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam, Ek Tu Hi Hai Mera, Baaki Sab Hai Vaham, Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Kanhaiya Se Najare Mila Ke To Dekho

Kanhaiya Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Sanwariye Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Dilon Jaan Inpe, Luta Ke to Dekho, Kanhaiya Se Nazren, Mila Ke to Dekho ॥

Bansi Bajake Meri Nindiya Churai

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai, Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai, Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari