Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave (स्वर्ण पर्वताकार शरीरा श्री हनुमान कहावे: भजन)


Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave,
Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥
Salasar Mein Sona Barase Jab Chahe Ajamalo,
Is Parash Pathhar Ko Chulo Jivan Saphal Banalo,
Swarn Avsar Mil Gaya Kahi Ye Avasar Nikal Na Jaye,
Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Savamani Ka Ghani Dev Ye Karata Kaam Savaya,
Savamani Ne Na Jane Kitanaon Ka Bhagya Jagaya,
Savamani Ka Bhog Churama Sarjivan Ban Jaye,
Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Kesharinandanan Ke Charanon Se Rang Keshari Paalo,
Pawanputra Ke Havan Kunda Ki Bhasmi Anga Ramalo,
Is Bhasmi Se Mitti Ki Kaya Kanchan Ho Jaye,
Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bhakt Soromani Mohandash Ji Ne Swarn Mein Alakha Jagaya,
Salasar Darbar Sajila Swarn Chatra Ki Chaya,
Bhaktibhav Ki Gunmala Rajendra Aaj Chadhaye,
Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥
स्वर्ण पर्वताकार शरीरा श्री हनुमान कहावे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
स्वर्ण पर्वताकार शरीरा श्री हनुमान कहावे, सालासर के स्वर्ण कलश पर लाल ध्वजा लहराये ॥
Bhajan Shri Hanuman BhajanBalaji BhajanSalasar BhajanPunjabi BhajanBajrangbali BhajanHanuman Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanBudhwa Mangal BhajanMangalwar BhajanTuesday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Agar Nath Dekhoge Avgun Humare

Agar Nath Dekhoge Avgun Hamare, To Ham Kaise Bhav Se Lagenge Kinare ॥

Kripalu Bade Hai Shri Shyam Sundar

Kripalu Bade Hain Shri Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De, Inke Hriday Mein Prem Bhara Hai, Bhagwan Sabon Se Prem Hai Karte, Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥

Radha Se Karde Sagai

Kahate Hai Krishn Kanhai, Radha Se Kar De Sagai, Meri Radha Se Kar De Sagai ॥

Jyoti Kalash Chhalake

Jyoti Kalash Chhalke, Hue Gulabi, Lal Sunhare, Rang Dal Badal Ke, Jyoti Kalash Chhalke..

Ram Naam Ladd, Gopal Naam Gee

Jai Sita Ram Ki, Jai Radhe Shyam Ki। Ram Nam Laddu...