Tera Balaji Sarkar Baje Danka Mehndipur Mein (तेरा बालाजी सरकार, बाजे डंका मेहंदीपुर में: भजन)


Tera Balaji Sarakar,
Baje Danka Mehendipur Main,
Baje Danka Mehendipur Main,
Tera Naam Bada Kalyug Mein,
Tera Balaji Sarakar,
Baje Danka Mehendipur Main ॥
Kate Sankat Tere Dwar,
Bhav Sagar Se Tu Tare,
Teri Gunje Jay Jaykara,
Danka Baje Mehendipur Main,
Tera Balaji Sarakar,
Baje Danka Mehendipur Main ॥

Tere Naam Ki Laage Arji,
Na Chale Kisi Ki Marji,
Teri Mahima Aparampar,
Danka Baje Mehendipur Main,
Tera Balaji Sarakar,
Baje Danka Mehendipur Main ॥

Ye Bhut Bade Bedardi,
Meri Tabah Zindagi Karadi,
Kar Do Baba Beda Paar,
Danka Baje Mehendipur Main,
Tera Balaji Sarakar,
Baje Danka Mehendipur Main ॥

Hey Baba Sote Vale,
Bas Tumhi Mere Rakhavale,
‘Bairagi’ Par Kar Upakaar,
Danka Baje Mehendipur Main,
Tera Balaji Sarakar,
Baje Danka Mehendipur Main ॥

Tera Balaji Sarakar,
Baje Danka Mehendipur Main,
Baje Danka Mehendipur Main,
Tera Naam Bada Kalyug Mein,
Tera Balaji Sarakar,
Baje Danka Mehendipur Main ॥
तेरा बालाजी सरकार, बाजे डंका मेहंदीपुर में: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरा बालाजी सरकार, बाजे डंका मेहंदीपुर में, बाजे डंका मेहंदीपुर में, तेरा नाम बड़ा कलयुग में, तेंरा बालाजी सरकार, बाजे डंका मेहंदीपुर में ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Ek Tu Hi Hai Mera Baki Sab Hai Veham

Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam, Ek Tu Hi Hai Mera, Baaki Sab Hai Vaham, Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Kanhaiya Se Najare Mila Ke To Dekho

Kanhaiya Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Sanwariye Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Dilon Jaan Inpe, Luta Ke to Dekho, Kanhaiya Se Nazren, Mila Ke to Dekho ॥

Bansi Bajake Meri Nindiya Churai

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai, Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai, Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari