Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa (तेरा दरबार हमनें सजाया है माँ: भजन)


Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa,
Tumko Bulaya Hai Maa,
Ye Baat Do Bata Do,
Ye Bata Do Puja Main Koi,
Kami To Nahi Kami To Nahi,
Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa ॥
Bhul Ho Koi Usako Bhula Dijiye,
Apane Charanon Mein Mujhako Jagah Dijiye,
Teri Jyoti Ko Hamane Jalaya Hai Maa,
Sar Ko Jhukaya Hai Maa,
Ye Bata Do Puja Main Koi,
Kami To Nahi Kami To Nahi,
Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa ॥

Tumne Lakho Ki Bigdi Banae Hai Maa,
Meri Bari Kyun Der Lagae Hai Maa,
Maan Ke Mandir Main Tumko Bithaya Hai Maa,
Sar Ko Jhukaya Hai Maa,
Ye Bata Do Puja Main Koi,
Kami To Nahi Kami To Nahi,
Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa ॥

Jese Aur Ke Sankat Mitaya Hai Maa,
Aash Meri Bhi Puri Kar Do O Maa,
Tere Bhajanon Ko ‘Manish’ ne Gaya Hai Maa,
‘Bhavesh’ Ne Sajaya Hai Maa,
Ye Bata Do Puja Main Koi,
Kami To Nahi Kami To Nahi,
Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa ॥

Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa,
Tumko Bulaya Hai Maa,
Ye Baat Do Bata Do,
Ye Bata Do Puja Main Koi,
Kami To Nahi Kami To Nahi,
Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa ॥
तेरा दरबार हमनें सजाया है माँ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरा दरबार हमनें सजाया है माँ, तुमको बुलाया है माँ, ये बता दो बता दो, ये बता दो पूजा में कोई, कमी तो नही कमी तो नही, तेरा दरबार हमनें सजाया है माँ ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Mujhe Dar Par Bula Le Ek Baar

Chitthi Likhi Hai Mainne, Ansuon Ki Syahi Se, Pahuncha Dena Sandesha Mera, Kisi Rahi Se।

Phool Dei, Chamma Dei Geet

Kya Kya Kamaya Humne, Aao Hisab Kar Le, Duniya Ki Baat Chhode, Apni Kitab Padh Le...