Tera Gurugram Me Dham, Meri Mat Sheetala Maharani (तेरा गुड़गांव में धाम, मेरी मात शीतला महारानी - भजन)


Tera Gurugram Mein Dham
Ho Dham ! Meri Maat Sheetala Maharani ।
Maan Ke Mathe Pai Teeka Saaj Raha ।
Teri Bindiyan Kare Kamal, Ho Kamal !
Meri Maat Sheetala Maharani ।
Tera Gurugram Mein Dham
Ho Dham ! Meri Mat Sheetala Maharani ।

Maan Ke Gale Mai Harava Saaj Raha ।
Teri Nadhani Kare Kamal, Ho Kamal !
Meri Maat Sheetala Maharani ।

Tera Gurugram Mein Dham
Ho Dham ! Meri Maat Sheetala Maharani ।

Maan Ke Hathon Me Chudiyan Saaj Rahi ।
Teri Menhandi Kare Kamal, Ho Kamal!
Meri Maat Sheetala Maharani ।

Tera Gurugram Mein Dham
Ho Dham ! Meri Maat Sheetala Maharani ।

Maan Ang Mai Sari Saaj Rahi ।
Maan Ki Chunari Karai Kamal, Ho Kamal!
Meri Maat Sheetala Maharani ।

Tera Gurugram Mein Dham
Ho Dham ! Meri Maat Sheetala Maharani ।

Maan Ke Pairon Me Payal Saaj Rahi ।
Maan Ke Bichhue (Mahavar)Karai Kamal, Ho Kamal!
Meri Maat Sheetala Maharani ।

Tera Gurugram Mein Dham
Ho Dham ! Meree Maat Sheetala Maharani ।

Maan Ke Bhog Me Halava Saaj Raha ।
Maan Ke Chhole Karen Kamal, Ho Kamal !
Meri Maat Sheetala Maharani ।

Tera Gurugram Mein Dham
Ho Dham ! Meri Maat Sheetala Maharani ।

Maan Ke Bhavan Me Jyot Viraj Rahi ।
Maan Ke Darshan Karai Kamal, Ho Kamal !
Meri Maat Sheetala Maharani ।

Tera Gurugram Mein Dham
Ho Dham ! Meri Maat Sheetala Maharani ।
तेरा गुड़गांव में धाम, मेरी मात शीतला महारानी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरा गुड़गांव में धाम, हो धाम ! मेरी मात शीतला महारानी । माँ के माथे पै टीका साज रहा ।
Bhajan Maa Sheetala BhajanShitala Mata BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanKuldevi BhajanGurugram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Mujhe Radharani Mera Shyam Mila De

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya. Hori Re Hori Re Barjori Re Rasiya॥

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya, Hori Re Hori Re Barajori Re Rasiya...

Holi Holi Sanware Ki Aae Holi

Holi Holi Holi Holi Holi, Holi Holi Holi Sanware Ki Aae Holi, Gokul Bhiga Mathura Bhiga Bhagato Ki Bhigi Toli,
Holi Holi Holi Holi Holi ॥

Holi Re Holi Barsane Ki Holi

Radha Krishna Ne Mil kar Kheli Barsane Ki Holi, Sang Kishan Ke Gwal Sakha Hai Sakhiyan Radha Toli,
Holi Re Holi Barsane Ki Holi ॥