Tere Charan Kamal Mein Shyam (तेरे चरण कमल में श्याम - भजन)


Tere Charan Kamal Mein Shyam,
Lipat Jau Raaj Banke ।
Lipat Jau Raaj Banke,
Lipat Jau Raaj Banke ।
Tere Charan Kamal Mein Shyam,
Lipat Jau Raaj Banke ॥
Nit Nit Tera Darshan Pau,
Harsh Harsh Ke Hari Gun Gau ,
Meri Nas Nas Bas Jau Shyam ,
Baras Jao Ras Banke,

Tere Charan Kamal Mein Shyam,
Lipat Jau Raaj Banke ।
Lipat Jau Raaj Banke,
Lipat Jau Raaj Banke ।
Tere Charan Kamal Mein Shyam,
Lipat Jau Raaj Banke ॥

Chhin Chhin* Tera Sumaran Hove,
Har Pal Tujpe Arpan Hove,
Hari Sab Din Aatho Yaam,
Ruke Man Ke Manke,

Tere Charan Kamal Mein Shyam,
Lipat Jau Raaj Banke ।
Lipat Jau Raaj Banke,
Lipat Jau Raaj Banke ।
Tere Charan Kamal Mein Shyam,
Lipat Jau Raaj Banke ॥

*Chhin = Chhan

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
तेरे चरण कमल में श्याम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे चरण कमल में श्याम, लिपट जाऊ राज बनके ।
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanMridul Shastri Bhajan

Other Popular Tere Charan Kamal Mein Shyam Video

By Brijesh Goswami ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ram Nam Ke Heere Moti

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali ।

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka

Mein Maa Anjani Ka Lala Shree Ram Bhakt Matvala, Mera Sota Chal Gaya Re Baja Danka Ram Ka, Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka ॥

Rom Rom Mein Jiske Shri Ram Samaya Hai

Rom Rom Mein Jiske, Shri Ram Samaya Hai, Aaj Usi Bajrang Ka, Ye Utsav Aaya Hai ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..