Tere Dar Pe Maa Zindagi Mil Gayi Hai (तेरे दर पे मॉ, जिंदगी मिल गई है: भजन)


Tere Dar Pe Maa,
Zindagi Mil Gayi Hai,
Mujhe Duniya Bhar Ki,
Khusi Mil Gae Hai,
Tere Dar Pe Maa,
Zindagi Mil Gayi Hai ॥
Jamane Se Jo Na Mila,
Tumse Paya,
Bhatakta Hua Jab Mein,
Tere Dar Pe Aya,
Jo Dil Mein Thi Hasrath,
Wahi Mil Gae Hai,
Tere Dar Pe Maa,
Zindagi Mil Gayi Hai ॥

Dukho Ka Shikanja,
Kasa Ja Raha Tha,
Andheron Mein Jivan,
Phasa Ja Raha Tha,
Yahi Rah Phir Se,
Sahi Mil Gae Hai,
Tere Dar Pe Maa,
Zindagi Mil Gayi Hai ॥

Ye Charche Hai Teeno,
Jahan Hai Tumhare,
Agar Koi Dar Pe,
Jholi Pasare,
Kaho Chiz Kya Jo,
Nahi Mil Gae Hai,
Tere Dar Pe Maa,
Zindagi Mil Gayi Hai ॥

Tere Dar Pe Maa,
Zindagi Mil Gayi Hai,
Mujhe Duniya Bhar Ki,
Khusi Mil Gae Hai,
Tere Dar Pe Maa,
Zindagi Mil Gayi Hai ॥
तेरे दर पे मॉ, जिंदगी मिल गई है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे दर पे मॉ, जिंदगी मिल गई है, मुझे दुनिया भर की, ख़ुशी मिल गई है, तेरे दर पे मॉ, जिंदगी मिल गई है ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Bhajan: Kashi Wale Devghar Wale Jai Shambu

Kashi Vale Devghar Vale, Bhole Damroo Dhari । Khel Tere Hain Nirale, Shiv Shankar Tripurari ।

Shiv Hi Base Hai Kan Kan Mein

Shiv Hi Base Hai Kan Kan Mein, Kedaar Ho Ya Kashi, Dwadash Jyotirling Hai, Har Disha Mein Hai Kailashi, Shiv Hi Base Hai Kan Kan Mein, Kedaar Ho Ya Kashi ॥

Vasa Hai Bhagto Ke Dil Me Naam Bhole Nath Ka

Shiv Apnon Se Naam Suna Hai Tere Dhaam Ka, Vasa Hai Bhagto Ke Dil Mein Naam Bhole Naath Ka ॥

Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana Jag Ka Kya Pata

Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana, Jag Ka Kya Pata, Shivay Shiv Shiv Bol Mana, Tan Kya Pata, Bhole Bhole Bhole Bol Mana, Dhan Ka Kya Pata, Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata ॥