Teri Karti Rahu Main Chakri Vardan Yahi Main Chahu (तेरी करती रहूँ मैं चाकरी, वरदान यही मैं चाहूँ: भजन)


Teri Karti Rahu Main Chakri,
Vardan Yahi Main Chahu,
Vardan Yahi Main Chahu,
Vardan Yahi Main Chahu,
Vardan Yahi Main Chahu,
Teri Karti Rahu Main Chakri,
Vardan Yahi Main Chahu,
Maa Sherowali Bar Dena,
Maa Jyota Bali Bar Dena ॥
Ek Janam Kya Kae Janmo Tak,
Teri Sewa Paun,
Sundar Sundar In Haatho Se,
Tere Dwar Sajaun,
Meri Galti Rahe Dar Hajri,
Vardan Yahi Main Chahun,
Teri Karti Rahu Main Chakri,
Vardan Yahi Main Chahu ॥

Apani Aankhon Ke Palakon Se,
Tera Angana Buharun,
Tan Maan Ko Phoolon Se,
Ambe Mandir Tera Sawarun,
Bas Main Ye Chahun Teri Chakari,
Vardan Yahi Main Chahun,
Teri Karti Rahu Main Chakri,
Vardan Yahi Main Chahu ॥

Teri Karti Rahu Main Chakri,
Vardan Yahi Main Chahu,
Vardan Yahi Main Chahu,
Vardan Yahi Main Chahu,
Vardan Yahi Main Chahu,
Teri Karti Rahu Main Chakri,
Vardan Yahi Main Chahu,
Maa Sherowali Bar Dena,
Maa Jyota Bali Bar Dena ॥
तेरी करती रहूँ मैं चाकरी, वरदान यही मैं चाहूँ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरी करती रहूं मैं चाकरी, वरदान यही मैं चाहूँ, वरदान यही मैं चाहूँ, वरदान यही मैं चाहूँ, वरदान यही मैं चाहूँ, तेरी करती रहूँ मैं चाकरी, वरदान यही मैं चाहूँ, माँ शेरावाली वर देना, माँ ज्योता वाली वर देना ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye