Teri Preet Me Mohanan Man Bawra Hai (तेरी प्रीत में मोहन मन बावरा है: भजन)


Teri Preet Mein Mohan,
Man Bawara Hai,
Lagi Lagan Tu Hi,
Mera Sanwara Hai,
Mera Sanwara Hai,
Hamen to Kanhaiya,
Tera Aasra Hai,
Lagi Lagan Tu Hi,
Mera Sanwara Hai,
Mera Sanwara Hai ॥
Jeevan Ki Ye Kaisi Chhaya,
Jeevan Ki Ye Kaisi Chhaya,
Jeevan Ki Ye Kaisi Chhaya,
Chahun Aur Phaili Phareb Ki Maya,
Ik Tera Dar Hi to Sabse Nirala,
Kan Kan Yahan Sachcha Pyaar Bhara Hai,
Pyaar Bhara Hai,
Teri Preet Mein Monhan,
Man Bawara Hai,
Lagi Lagan Tu Hi,
Mera Sanwara Hai,
Mera Sanwara Hai ॥

Jalti Gai Jab Gyan Ki Jyoti,
Jalti Gai Jab Gyan Ki Jyoti,
Milte Gaye Teri Preet Ke Moti,
Aur Ratan Jahaan Ke Kya Mangu Bhagwan,
Prem Ke Amrit Se Antar Bhara Hai,
Antar Bhara Hai,
Teri Preet Mein Monhan,
Man Bawara Hai,
Lagi Lagan Tu Hi,
Mera Sanwara Hai,
Mera Sanwara Hai ॥

Ab to Kanhaiya Sabko Bata De,
Ab to Kanhaiya Sabko Bata De,
Preet Ki Ganga Aisi Baha De,
‘Ankush’ Kahe Jamana Sachchi Meri Bhakti,
Sachchi Hai Preet Sachcha Ye Sanwara Hai,
Ye Sanwara Hai,
Teri Preet Mein Monhan,
Man Bawara Hai,
Lagi Lagan Tu Hi,
Mera Sanwara Hai,
Mera Sanwara Hai ॥

Teri Preet Mein Mohan,
Man Bawara Hai,
Lagi Lagan Tu Hi,
Mera Sanwara Hai,
Mera Sanwara Hai,
Hamen to Kanhaiya,
Tera Aasra Hai,
Lagi Lagan Tu Hi,
Mera Sanwara Hai,
Mera Sanwara Hai ॥
तेरी प्रीत में मोहन मन बावरा है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरी प्रीत में मोहन, मन बावरा है, लागि लगन तू ही, मेरा सांवरा है, मेरा सांवरा है ॥
Bhajan Krishna Kanhaiya BhajanShri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanRadha Mohan BhajanMohan Pyare BhajanSanwara Salona BhajanNandlala Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare