Tu Sanchi Hai Bhawani Maa Tera Darbar Sancha Hai (तू साँची है भवानी माँ, तेरा दरबार साँचा है: भजन)


Tu Sanchi Hai Bhawani Maa,
Tera Darbar Sancha Hai,
Tika Jispe Jagat Sara,
Tera Maa Pyar Sancha Hai ॥
Tere Mandir Mein Jo Aate,
Kabhi Khali Nahi Jate,
Murade Maan Ki Wo Pate,
Tera Upkar Sancha Hai,
Tu Sanchi Hai Bhawani Maa,
Tera Darwar Sancha Hai ॥

Teri Mein Rah Niharun Maa,
Sabhi Kuch Tujhpe Varu Maa,
Jo Jivan Mein Sawarun Maa,
Tera Ujiara Sancha Hai,
Tu Sanchi Hai Bhawani Maa,
Tera Darwar Sancha Hai ॥

Atal Vishwas Naino Mein,
Darash Ki Pyas Naino Mein,
Hai Yahi Aash Naino Mein,
Maa Tera Adhar Sancha Hai,
Tu Sanchi Hai Bhawani Maa,
Tera Darwar Sancha Hai ॥

Bhagya Soya Jagado Maa,
Bhajan Mein Bhi Laga Do Maa,
Kashta Bhulan Bhagado Maa,
Tera Prachar sancha Hai,
Tu Sanchi Hai Bhawani Maa,
Tera Darwar Sancha Hai ॥

Tu Sanchi Hai Bhawani Maa,
Tera Darbar Sancha Hai,
Tika Jispe Jagat Sara,
Tera Maa Pyar Sancha Hai ॥
तू साँची है भवानी माँ, तेरा दरबार साँचा है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तू साँची है भवानी माँ, तेरा दरबार साँचा है, टिका जिसपे जगत सारा, तेरा माँ प्यार साँचा है ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare