Tujhko Jeevan Mila Hai Anmol (तुझको जीवन मिला हैं अनमोल)


Shubh Karmo Ka Khata Khol,
O Bande, Radhe Radhe Bol,
Tujhko Jeevan Mila Han, Anmol,
O Bande, Radhe Radhe Bol,

Jod Le Chahe, Jitni Daulat,
Nahin Milegi, Koi Mohlat,
Jab Khulega, Tere Karmo Ka Khata,
Tab Tujse, Puchega Vidhata,
Kya Kahega, Usse Bol,
O Bande, Radhe Radhe Bol,

Tujhko Jeevan Mila Han, Anmol,
O Bande, Radhe Radhe Bol,

Dhan Aur Daulat, Bahut Kamai,
Lakin Kuch Bhi, Kaam Na Aai ,
Dhan Ko Tune, Kamaane Ki Khatir,
Umar Apni, You Hi Gavai ,
Kya Karega, Dhan Ka Bol,
O Bande, Radhe Radhe Bol,

Tujhko Jeevan Mila Han, Anmol,
O Bande, Radhe Radhe Bol,

Nahin Kiya Koi, Daan Dharam,
Nahin Kiya Koi, Acha Karam,
Ab Tu Kyon, Rota Hain Prani,
Beet Gai Teri, Sari Jawani,
Ab to Aaya, Budhapa Bol,
O Bande, Radhe Radhe Bol,

Tujhko Jeevan Mila Han, Anmol,
O Bande, Radhe Radhe Bol ।
तुझको जीवन मिला हैं अनमोल - हिन्दी में पढ़ें
शुभ कर्मो का खाता खोल, ओ बन्दे, राधे राधे बोल, तुझको जीवन मिला हैं, अनमोल, ओ बन्दे, राधे राधे बोल।
Bhajan Radhe BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Kunj Bihari BhajanLaddu Gopal BhajanRadha Rani Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..