Tujhme Shiva Mujhme Shiva Tan Me Shiva Man Me Shiva (तुझमे शिवा मुझमे शिवा तन में शिवा मन में शिवा - भजन)


Ganga Nahaya Parvat Ko Paya Tu Hai Kaha
Ye Duniya Chhodi Maine Man Sajaya Tu Hai Kaha
Tum Darbadar Ki Raaho Mein Ya Ho Kahi Shivlo Mein
Mere Sath Hi Tum Ho Kahi Phir Kyu Nahi Nigaho Mein
Jab Lau Uthi Is Dil Mein to Ehsaas Hua
Tujhme Shiva Mujhme Shiva Tan Mein Shiva Man Mein Shiva
Om Namah Shivaay....
Maan Ki Gaharai Mein Tu Tha Chaon Mein Teri Mai Chala
Teri Raaho Mein Hi Khoke Khud Se Hi Mein Aa Mila
Ab Na Rahi Pal Ki Khabar Jo Tu Mila Hai Is Qadar
Sama Gaya Tujhme Kahi Bhatka Tha Jo Ye Besabar
Har or Se Bas Ek Dhun Main Sun Raha
Tujhme Shiva Mujhme Shiva....
Bhaktibharat Lyrics

Satya-Asatya Mein Uljhi Duniya Apne Karmo Se Hai Pare
Samjhe Na Kyu Teri Maya Tune Hi Har Roop Dhare
Hai Shor Mein Khamoshi Tu Khamoshi Mie Ek Naad Hai
Sangeet Hai Jeevan Ka Tu Ansuna Ek Raag Hai
Aankh Munde Bhitar Hi Vo Hai Basa
Tujhme Shiva Mujhme Shiva....
तुझमे शिवा मुझमे शिवा तन में शिवा मन में शिवा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
गंगा नाहया पर्वत को पाया तू है कहा, ये दुनिया छोड़ी मैने मन सजाया तू है कहा, तुम डरबदार की राहो में या हो कही शिवलो में, मेरे साथ ही तुम हो कही फिर क्यू नही निगाहो में, ओम नमः शिवाय....
Bhajan Namah Shivay BhajanBhole Baba BhajanShiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Mera Pyara.. Maa Ri Maa Mujhe Murat La De

Shankar Mera Pyara । Maa Ri Maa Mujhe Murat La De, Shiv Shankar Ki Murat La De..

Shankar Shiv Shambhu Sadhu Santan Sukhkari

Shankar Shiv Shambhu, Sadhu Santan Sukhkari , Nish Din Simaran Karte, Naam Punyakari ॥

Baba Teri Jata Mein Bahati Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Mein, Baba Teri Jata Mein, Bahati Hai Gang Dhara, Bhole Teri Jata Mein,
Kali Ghata Ke Andar, Jimi Damini Ujala, Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara ॥