Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu (तुम करुणा के सागर हो प्रभु - भजन)


Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu
Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai
Door Ganv Hai Ab to Kirpa Kar Do
॥ Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu… ॥
Hare Krishna Hare Krishna, Krishna Krishna Hare Hare
Hare Rama Hare Rama, Rama Rama Hare Hare

Dwesh Dwesh Se Bhara Ye Man Hai, Maila Mera Tan Hai
Tum Krpala Deen Dayala, Tumse Hi Jeevan Hai
Is Tan Man Ko Upvan Karne, Ka Vardan Var Do
॥ Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu… ॥

Hare Krishna Hare Krishna, Krishna Krishna Hare Hare
Hare Rama Hare Rama, Rama Rama Hare Hare

Yachak Ban Kar Khada Hoon Dware, Donon Hath Main Jode
Param Pita Tumko Main Janoo, Pita Na Balak Chhode
Daas Narayan Kare Archna, Meri Peera Har Do
॥ Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu… ॥

Hare Krishna Hare Krishna, Krishna Krishna Hare Hare
Hare Rama Hare Rama, Rama Rama Hare Hare
तुम करुणा के सागर हो प्रभु - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तुम करुणा के सागर हो प्रभु, मेरी गागर भर दो थके पाँव है...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanShri Vishnu BhajanShri Hari BhajanDevi Chitralekhaji Bhajan

Other Popular Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu Video

By Jagjit Singh

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥