Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa -

Darshan Do Ghansyam Nath Mori Akhiyan Pyasi Re (दर्शन दो घनश्याम नाथ मोरी - भजन)


Darshan Do Ghansyam Nath Mori Akhiyan Pyasi Re
Darshan Do Ghanshyam Nath Mori,
Akhiyan Pyasi Re ।
Man Mandir Ki Jot Jaga Do,
Ghat Ghat Vasi Re ॥
Mandir Mandir Murat Teri,
Phir Bhi Na Dikhe Soorat Teri ।
Yug Beete Na Aayi Milan Ki,
Pooranmashi Re ॥

Darshan Do Ghanshyam Nath Mori,
Akhiyan Pyasi Re ।

Dwar Daya Ka Jab Tu Khole,
Pancham Sur Mein Gunga Bole ।
Andha Dekhe Langda Chalkar,
Panhuche Kashi Re ॥

Darshan Do Ghanshyam Nath Mori,
Akhiyan Pyasi Re ।

Pani Pi Kar Pyas Bujhaon,
Nainan Ko Kaise Samjhaoon ।
Aankh Micholi Chhodo Ab to,
Man Ke Vasi Re ॥

Darshan Do Ghanshyam Nath Mori,
Akhiyan Pyasi Re ।

Nibarl Ke Bal Dhan Nidharn Ke,
Tum Rakhwale Bhakt Janon Ke ।
Tere Bhajan Mein Sab Sukh Paoon,
Mite Udasi Re ॥

Darshan Do Ghanshyam Nath Mori,
Akhiyan Pyasi Re ।

Naam Jape Par Tujhe Na Jaane,
Unko Bhi Tu Apna Mane ।
Teri Daya Ka Ant Nahin Hai,
Hey Duhkh Nashi Re ॥

Darshan Do Ghanshyam Nath Mori,
Akhiyan Pyasi Re ।

Aaj Phaisla Tere Dwar Par,
Meri Jeet Hai Teri Haar Par .
Har Jeet Hai Teri Main to,
Charan Upaasee Re ॥

Darshan Do Ghanshyam Nath Mori,
Akhiyan Pyasi Re ।

Dwar Khada Kab Se Matwala,
Mange Tum Se Haar Tumhari ।
Narsi Ki Ye Binti Sunlo,
Bhakt Vilasi Re ॥

Darshan Do Ghanshyam Nath Mori,
Akhiyan Pyasi Re ।

Laaj Na Lut Jae Prabhu Teri,
Naath Karo Na Daya Mein Deri ।
Tin Lok Chhod Kar Aao,
Ganga Niwasi Re ॥

Darshan Do Ghanshyam Nath Mori,
Akhiyan Pyasi Re ।
Man Mandir Ki Jot Jaga Do,
Ghat Ghat Vasi Re ॥

Movie: Narsi Bhagat 1957 - Narsi Bhagat
Singers: Hemant Kumar Mukhopadhyay - Hemant Kumar
Lyricists: Gopal Singh Nepali - G S Nepali
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi) - Ravi

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

दर्शन दो घनश्याम नाथ मोरी - भजन हिन्दी में पढ़ें

दर्शन दो घनश्याम नाथ मोरी, अँखियाँ प्यासी रे । मन मंदिर की जोत जगा दो..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanMusic Class BhajanMusic Learning BhajanMovie BhajanAnup Jalota Bhajan

Other Popular Darshan Do Ghansyam Nath Mori Akhiyan Pyasi Re Video

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Gauri Nandan Tera Vandan Karta Hai Sansar

Gauri Nandan Tera Vandan, Karta Hai Sansar, Tujhe Sab Pratham Manaate, Prem Se Tujhe Bulate, Gauri Nandan Tera Vandan, Karta Hai Sansar ॥

Ganpati Mere Angana Padharo

Ganpati Mere Angana Padharo, Aas Tumase Lagae Hue Hai, Kaj Kar Do Humare Bhi pure, Tere Charanon Mein Hum to Khade Hai, Ganpati Mere Angana Padharo ॥

Hey Jag Vandan Gauri Nandan Nath Gajanan Aa Jao

Hey Jag Vandan Gauri Nandan, Nath Gajanan Aa Jao, Shiv Shankar Ke Raj Dulare, Aake Darsh Dikha Jao, Hey Jag Vandan Gauri Nandan, Nath Gajanan Aa Jao ॥

Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi

Kisliye Aas Chhoden, Kabhi Na Kabhi, Kshan Virah Ke Milan Mein Badal Jayenge |

Jhado Morchadi Ko Lagwa Le Ho Jasi Kalyan

Jhado Morchadi Ko Lagwa Le, Ho Jasi Kalyan, Morachhadi Ke Mae Viraje, Khatu Bole Shyam, Jhado Morchadi Ko Lagwa Le, Ho Jasi Kalyan ॥

Kaha Prabhu Se Bigadta Kya

Kaha Prabhu Se Bigadta Kya, Meri Bigdi Banane Mein, Maja Kya Aa Raha Tumko..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Hanuman Chalisa -
Hanuman Chalisa -
×
Bhakti Bharat APP