Tune Lanka Jalayi Karamaat Ho Gayi (तूने लंका जालाई करामात हो गई - भजन)


Langhe Saat Samandar Oye Kya Baat Ho Gai,
Tune Lanka Jalai Karamat Ho Gai,
Aaye Ban Ke Dhurandhar Oye Kya Baat Ho Gai,
Tune Lanka Jalai Karamat Ho Gai.....
Baag Ujada Saara Naksha Bigda Lanka Ko Banaya Akhada,
Dekh Ravan Ye Nazara Hua Gusse Mein Laal,
Swarn Nagri Ka Meri Kiya Kisne Ye Haal,
Aaya Kahan Se Ye Bandar Oye Kya Baat Ho Gai,
Tune Lanka Jalai Karamat Ho Gai.....

Meghnath Aaya Ke Bandi Banaya Darbar Mein Bajrang Laaya,
Dekh Kaisa Tujhe Dand Dete Hain Ham,
Punchh Iski Jala Do Ye Sunaya Hukum,
Ud Gaye Punchh Jali Lekar Oye Kya Baat Ho Gai,
Tune Lanka Jalai Karamat Ho Gai.....

Lanka Jalai Tabahi Machai Bajrang Ne Shakti Dikhai,
Bhage Bayabhit Hoke Rakshas Idhar Se Udhar,
Rakhte Pairon Ko Kundan the Bajrang Ji Par,
Chhup Gaye Saare Andar Oye Kya Baat Ho Gai,
Tune Lanka Jalai Karamat Ho Gai......
तूने लंका जालाई करामात हो गई - भजन - हिन्दी में पढ़ें
लांघे सात समंदर ओये क्या बात हो गई, तूने लंका जालाई करामात हो गई, आये बन के धुरंधर ओये क्या बात हो गई, तूने लंका जालाई करामात हो गई.....
Bhajan Shri Hanuman BhajanBalaji BhajanSalasar BhajanBajrangbali BhajanHanuman Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanBudhwa Mangal BhajanMangalwar BhajanTuesday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Hey Nath Daya Karke Meri Bigdi Bana Dena

Hey Nath Daya Karke, Meri Bigdi Bana Dena, Ab Tak Jo Nibhaya Hai, Age Bhi Nibha Dena, Age Bhi Nibha Dena, Hey Nath Daya Karke, Meri Bigdi Bana Dena ॥

Shiv Tandav Stotram And Kon Hai Woh From Bahubali

Jata Kata Hans Bhramabhramanni Limp Nirjhari, Vilolavi Chivallari Virajaman Murdhani...

Itni Vinti Hai Tumse Hai Bhole Mere

Itni Vinti Hai Tumse Hey Bhole Mere, Tham Ke Hath Ab Na Chhuda Lena Tum, Jaise Ab Tak Nibhai Hai Tumne Prabhu, Jaise Ab Tak Nibhai Hai Tumne Prabhu, Vaise Hi Aage Aur Nibha Lena Tum, Itni Vinti Hain Tumse Hey Bhole Mere, Tham Ke Hath Ab Na Chhuda Lena Tum, Itni Vinti Hai Tumse Hey Bhole Mere ॥