Ud Gayi Re Nindiya Meri Bansi Shyam Ne Bajai Re (उड़ गई रे नींदिया मेरी, बंसी श्याम ने बजाई रे - भजन)


Ud Gayi Re Nindiya Meri,
Bansi Shyam Ne Bajai Re,
Kho Gaya Chen Mera,
Saari Raat So Na Pai,
Ud Gayi Re Nindiya Meri,
Bansi Shyam Ne Bajai Re ॥Bansi Ki Taan Sunkar,
Hairaan Ho Gayi Mai,
Kahan Par Baji Jo,
Pareshan Ho Gayi Mai,
Mai Ho Gai Deewani Murli,
Mere Man Ko Bhaayi Re,
Kho Gaya Chen Mera,
Saari Raat So Na Pai,
Ud Gayi Re Nindiya Meri,
Bansi Shyam Ne Bajai Re ॥

Chhup Gaya Jaane Kahan Par,
Murli Dard Ki Sunaakar,
Ik Baar Fir Baja De Kanha,
Saamne Tu Aakar,
Teri Sanwari Suratiya Mere,
Man Ko Bahoot Bhaayi Re,
Kho Gaya Chen Mera,
Saari Raat So Na Pai,
Ud Gayi Re Nindiya Meri,
Bansi Shyam Ne Bajai Re ॥

Murli Suni Hai Jabse,
Meri Ankhiya Taras Rahi Hai,
Paani Bina Hai Machhli,
Jaise Mai Taras Rahi Hoon,
Sunkar Teri Muraliya Mujhko,
Yaad Bahoot Aayi Re,
Kho Gaya Chen Mera,
Saari Raat So Na Pai,
Ud Gayi Re Nindiya Meri,
Bansi Shyam Ne Bajai Re ॥

Ud Gayi Re Nindiya Meri,
Bansi Shyam Ne Bajai Re,
Kho Gaya Chen Mera,
Saari Raat So Na Pai,
Ud Gayi Re Nindiya Meri,
Bansi Shyam Ne Bajai Re ॥
उड़ गई रे नींदिया मेरी, बंसी श्याम ने बजाई रे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
उड़ गई रे नींदिया मेरी, बंसी श्याम ने बजाई रे, खो गया चेन मेरा, सारी रात सो ना पाई, उड़ गई रे निंदिया मेरी, बंसी श्याम ने बजाई रे ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanKrishn Janmasthami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...