Vidhata Tu Hamara Hai: Prarthana (विधाता तू हमारा है - प्रार्थना)


Vidhata Tu Hamara Hai, Tu Hi Vigyan Data Hai ।
Bina Teri Daya Koi, Nahin Anand Pata Hai ॥
Titiksha Ko Kasauti Se, Jise Tu Janch Leta Hai ।
Usi Vidyadhikari Ko, Avidya Se Chhudata Hai ॥

Satata Jo Na Auron Ko, Na Dhokha Aap Khata Hai ।
Wahi Sadbhakt Hai Tera, Sadachari Kahata Hai ॥

Sada Jo Nyay Ka Pyara, Praja Ko Daan Deta Hai ।
Maharaja ! Usi Ko Tu Bada Raja Banata Hai ॥

Taje Jo Dharm Ko, Dhara Kukarmon Ko Bahata Hai ।
Na Aise Neech Papi Ko Kabhi Uncha Chadhata Hai ॥

Swayambhoo Shankaranandi Tujhe Jo Jaan Leta Hai ।
Wahi Kaivaly Satta Ki Mahatta Mein Samata Hai ॥
विधाता तू हमारा है - प्रार्थना - हिन्दी में पढ़ें
विधाता तू हमारा है, तू ही विज्ञान दाता है ।
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanAWGP Pragya Bhajan

Other Popular Vidhata Tu Hamara Hai: Prarthana Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

O Shankara Mere Shiv Shankara

O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai, Tujhase Kuchh Nahi Chhipa Hai,
Shankara Bholenath Bholenath, O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai ॥

O Mera O Shankara Ho

O Mera O Shankar Ho Mann Mein Baitha Hai Tu...

Laagi Lagan Shankara

Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara । Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara ।

Namo Namo Shankara

Jai Ho Jai Ho Shankara, Bholenath Shankara | Aadi Dev Shankara, Hey Shivay Shankara..