Vo Jo Bhanu Baba Ki Dulari Hai (वो जो भानु बाबा की दुलारी है - भजन)


Vo Jo Bhanu Baba Ki Dulari Hai..
Badi Sundar Aur Badi Pyari Hai
Main Kyon Apani Paravah Karun
Meri Shyama Ju Hitkari Hai..
Meri Lado Jinpe Reejh Jaye, Unko Hi Braj Mein Bulati Hai,
Unhen Anchal Mein Bithala Karke, Pyari Nit Nit Pyar Lutati Hai..
Vojo Shyama Ji Ki Atari Hai, Humen Pranon Se Bhi Pyari Hai..!!
Main Kyon Apani Paravah Karun, Meri Shyama Ju Hitakari Hai...

Karuna Mai Shyama Pyari Hai, Adhmon Ko Bhi Lad Ladati Hai.. 2
Mujh Jaisi Kapati Papi Ko, Pyari Nit Nae Lad Ladati Hai..
Koi Bhav Se Radha Nam Kahe.. Pyari Thakur Se Milavati Hai..
Vo Jo Bhanu Baba Ki Dulari Hai..
Badi Sundar Aur Badi Pyari Hai

Ab Ek Hi as Mere Man Ki,Mera Har Ang Radha Nam Kahe 2
Din Rain Hin Nam Bhajun Pyari, Aur Nit Hi Darshan Hota Rahe
Jab Drshti Padi Teri Chaukhat Pe.., Sab Sudh Budh to Pe Vari Hai..
Vo Jo Bhanu Baba Ki Dulari Hai..Badi Sundar Aur Badi Pyari Hai
वो जो भानु बाबा की दुलारी है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
वो जो भानु बाबा की दुलारी है.. बड़ी सुंदर और बड़ी प्यारी है, मैं क्यों अपनी परवाह करूं, मेरी श्यामा जू हितकारी है..
Bhajan Radh Rani BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHoli BhajanPhagun Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Mere Mohan Tera Muskurana

Mere Mohan Tera Muskurana, Bhool Jaane Ke Kabil Nahin Hai, Chot Khayee Hai Jo Mainne Dil Mein, Vo Dikhane Ke Kabil Nahin Hai