Vo Kaun Hai Jo Bhakto Ke Banate Kaam Hai (वो कौन है जो, भक्तों के बनाते काम है: भजन)


Vo Koun Hai Jo,
Bhakton Ke Banate Kaam Hai,
Shree Ram Ke Sewak,
Veer Vali Hanuman Hai,
Jinake Charanon Main,
Jhukata Ye Sansar Hai,
Vo Koun Hai Jo,
Bhakton Ke Banate Kaam Hai,
Shree Ram Ke Sewak,
Veer Vali Hanuman Hai ॥
Hey Maa Anjani Ke Lala,
Shree Ram Ke Sewak Pyare,
Suraj Ko Nigalane Wale,
Hey Pawanputra Matwale,
Jinaki Shakti Ka,
Na Koi Anuman Hai,
Hanuman Hai, Hanuman Hai,
Vo Koun Hai Jo,
Bhakton Ke Banate Kaam Hai,
Shree Ram Ke Sewak,
Veer Vali Hanuman Hai ॥

Sita Ka Pata Lagaya,
Shree Ram Dut Kahalaya,
Lanka Nagari Ko Jala Ke,
Ravan Ka Naam Giraya,
Shree Ram Bhi Karate,
Jo Din Bhar Abhiman Hai,
Hanuman Hai, Hanuman Hai,
Vo Koun Hai Jo,
Bhakton Ke Banate Kaam Hai,
Shree Ram Ke Sewak,
Veer Vali Hanuman Hai ॥

Lakshman Ko Shakti Lagi,
Tab Ram Prabhu Ghabarae,
Sanjeevan La Hanumat Ne,
Lakshman Ke Praan Bachaye,
Sari Shrashti Mein Jinaki,
Jay Jayakaar Hai,
Hanuman Hai, Hanuman Hai,
Vo Koun Hai Jo,
Bhakton Ke Banate Kaam Hai,
Shree Ram Ke Sewak,
Veer Vali Hanuman Hai ॥

Vivisan Tana Mare,
Hanumat Se Saha Na Jaye,
Tab Chir Ke Apana Sina,
Shree Ram Ke Darash Karaye,
Shree Ram Ke Charano Mein,
Jinaka Sthan Hai,
Hanuman Hai, Hanuman Hai,
Vo Koun Hai Jo,
Bhakton Ke Banate Kaam Hai,
Shree Ram Ke Sewak,
Veer Vali Hanuman Hai ॥

Vo Koun Hai Jo,
Bhakton Ke Banate Kaam Hai,
Shree Ram Ke Sewak,
Veer Vali Hanuman Hai,
Jinake Charanon Main,
Jhukata Ye Sansar Hai,
Vo Koun Hai Jo,
Bhakton Ke Banate Kaam Hai,
Shree Ram Ke Sewak,
Veer Vali Hanuman Hai ॥
वो कौन है जो, भक्तों के बनाते काम है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
वो कौन है जो, भक्तों के बनाते काम है, श्री राम के सेवक, वीर बलि हनुमान है, जिनके चरणों में, झुकता ये संसार है, हनुमान है, हनुमान है, वो कौन हैं जों, भक्तों के बनाते काम है, श्री राम के सेवक, वीर बलि हनुमान है ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥