Ye Maiya Meri Hai Sabse Bol Denge Hum (ये मैया मेरी है, सबसे बोल देंगे हम - भजन)


Ye Maiya Meri Hai,
Sabse Bol Denge Hum,
Tod Ke Duniya Se Naata,
Maa Tumase Jod Lenge Ham,
Ye Maiya Meri Hai,
Sabse Bol Denge Hum ॥
Tumhara Hi Bharosa Hai,
Tumhara Hi Sahara Hai,
Meri Aankho Ke Aage Maa,
Bas Tera Hi Najara Hai,
Ek Yahi Binti Hai,
Paas Rakhna Maiya Hardam,
Ye Maiya Meri Hai,
Sabse Bol Denge Hum ॥

Jo Kuch Bhi Paas Hai Mere,
Tumhari Hai Meharbani,
Tumhari Hi Daya Se Maa,
Chale Mera Dayapani,
Mujhe Bhi Apna Lo,
Saphal Ho jayega Jivan,
Ye Maiya Meri Hai,
Sabse Bol Denge Hum ॥

Sabhi Hai Bete Maa Tere,
Hame Ekbar Keh De Tu,
‘Shyaam’ Ko Lekar Godi Mein,
Thoda Sa Pyaar Karale Tu,
Agar Maa Mil Jaye,
Jamana Chod Denge Hum,
Ye Maiya Meri Hai,
Sabse Bol Denge Hum ॥

Ye Maiya Meri Hai,
Sabse Bol Denge Hum,
Tod Ke Duniya Se Naata,
Maa Tumase Jod Lenge Ham,
Ye Maiya Meri Hai,
Sabse Bol Denge Hum ॥
ये मैया मेरी है, सबसे बोल देंगे हम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ये मैया मेरी है, सबसे बोल देंगे हम, तोड़ के दुनिया से नाता, माँ तुमसे जोड़ लेंगे हम, ये मैया मेरी हैं, सबसे बोल देंगे हम ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..