De Do Anguthi Mere Prano Se Pyari
De Do Anguthi Mere Prano Se Pyari Ise Laya Hai Kaun, Ise Laya Hai Kaun..
Bhajan
Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini Aur Sakhi Samvad
Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini, Bag Mein Vo Khadi Ki Khadee Rah Gayi...
Bhajan
Bhajan: Man Leke Aaya Mata Rani Ke Bhawan Me
Man Leke Aaya, Mata Rani Ke Bhawan Main, Bada Sukh Paya, Bada Sukh Paya, Mata Rani Ke Bhawan Main
Bhajan
Sawan Ki Barse Badariya Maa Ki Bhingi Chunariya
Savan Ki Barse Badariya, Maa Ki Bheegi Chunariya
Bhajan
Meri Akhion Ke Samne Hi Rehna Maa Jagdambe
Meri Akhiyon Ke Samne Hi Rahana, Maa Sheron Wali Jagdambe ।
Bhajan
Nau Nau Roop Maiya Ke To Bade Pyare Lage
Nau Nau Roop Maiya Ke To, Bade Pyare Lage, Bade Pyare lage, Sabse Paye Maa Ke, Bhawano Ke Najare Lage, Sabse Payre Maa Ke, Bhawano Ke Najare Lage ॥
Bhajan
Lagi Re Meri Maiya Ji Se Preet
Har Ki Koi Chinta Nahi, Pag Pag Hogi Jeet, Lagi Re Meri Lagi Re Meri, Lagi Re Meri Maiya Ji Se Preet,
Maat Maat Ka Nagma Gaye, Maat Maat Ka Nagma Gaye, Ye Jiban Sangini, Lagi Re Meri Maiya Ji Se Preet ॥
Bhajan
Suraj Ki Kiran Chune Ko Charan
Suraj Ki Kiran Chune Ko Charan, Aati Hai Gagan Se Rojana, Chanda Bhi Sitaron Ko Moti,
Deta Hai Najar Se Najrana, Suraj Ki Kiran Chune Ko Charan, Aati Hai Gagan Se Rojana ॥
Bhajan
Dadi Charno Mein Tere Padi Maiya
Dadi Charno Mein Tere Padi, Maiya Tujhko Niharun Khadi, Haath Kirpa Ka Rakh Do Jara, Haath Kirpa Ka Rakh Do Jara, Lagi Naino Mein Asuvan Jhadi, Maiya Tujhko Niharun Khadi, Dadi Charno Mein Tere Padi, Maiya Tujhko Niharun Khadi ॥
Bhajan
Meri Vaishno Maiya Teri Mahima Aprampar
Meri Vaishno Maiya, Teri Mahima Aprampar, Kaliyug Main Har Prani Ke, Kaliyug Main Har Prani Ke,
Paapo Ka Karo Udhar, Meri Vaishno Maiya, Teri Mahima Aprampar ॥
Bhajan
Ek Tamanna Maan Hai Meri, Dil Mein Basa Loon Surat Teri, Har Pal Usi Ko Nihara Karoon, Har Pal Usi Ko Nihara Karoon, Maiya Maiya Mukh Se Uchara Karoon ॥
Bhajan
Naiya Chalati Hu Main Bigadi Banati Hu
Naiya Chalati Hun, Main Bigadi Banati Hun, Apne Bhakto ka Main, Beda Paar Lagati Hun, Naiya Chalati Hun ॥
Bhajan
Hey Sherawali Najar Ek Kar Do, Hey Mehrbali Maa Mehr Ek Kar Do, Apne Hi Rang Mein Mera Chola Rang Do, Hey Sherawali Najar Mujhpe Kar do, Hey Mehrbali Maa Mehr Ek Kar Do ॥
Bhajan
Ganpati Ki Seva Mangal Meva,Seva Se Sab Vighn Tarain। Teen Lok Ke Sakal Devta,Dwar Khade Nit Arj Karain॥
Bhajan
Tere Paawan Maa Navratron Main Jyot Teri Jagaye Huye Hai
Tere Pavan Maan Navratron Mein, Jyot Teri Jagaye Hue Hain, Jabse Laagi Maan Tumhari, Saari Duniya Bhulaye Huye Hain, Tere Pavan Maan Navratron Mein, Jyot Teri Jagaye Hue Hain ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.