Bhole Shiv Mangalkari Bhole Ki Mahima Nyari
Bhole Shiv Mangalkari, Bhole Ki Mahima Nyari, Bhole Ki Bhakti Karlo, Bhole Ko Bhakti Pyari, Bhole Ko Dhyan Mein Dharke, Niklega Jo Mandir Se, Bhole Har Lenge Uski, Pida Hi Saari, Bhole Shiv Mangalkari, Bhole Ki Mahima Nyari ॥
Bhajan
Gora Ne Ghot Kar Piskar Chhankar
Gaura Ne Ghot Kar, Pees Kar Chhaan Kar, Shiv Ko Bhangiya Pilai, Maja Aa Gaya,
Chhod Kailash Ko, Pahunche Shamashan Mein, Ganje Ki Dam Lagayi, Maja Aa Gaya ॥
Bhajan
Aao Aa Jao Bholenath, Tere Khayalon Mein Khoya Rahun Mein, Tere Khayalon Mein Khoya Rahun Mein,
Jagu Din Aur Raat, Aao Aa Jao Bholenath, Aao Aa Jao Bholenath ॥
Bhajan
Aaja Kalyug Me Leke Avtar O Bhole
Aaja Kalyug Me Leke, Avtar O Bhole, Apne Bhakto Ki Sunle, Pukara O Bhole, Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole ॥
Bhajan
Kya Khilaya Jaye, Tujhe Kya Pilaya Jaye, Bol Bholenath Tujhe, Kya Bhog Lagaye Jaye ॥
Bhajan
Sankat Mochan Naam Tumhara, Dukhiyo Ka Tum Ho Sahara, Charo Aor Gunj Raha Hai,
Naam Tera Mahan, Mahabali Hanuman Ji, Mahabali Hanuman Ji,
Ram Ram Jai Ram Ram Jai ॥
Bhajan
Vinti Sun Lena Meri Kab Aaoge Hanuman
Vinati Sun Lena Meri, Juon Batadali Teri, Kab Aaoge Hanuman, Dharun Main Tumhara Dhyaan ॥
Bhajan
Salasar Wale Tumhe Aaj Hum Manayenge
Salasar Wale Tumhen, Aaj Ham Manaenge, Mahima Teri Gaenge, Tujhako Rijhaenge, Salasar Wale Tumhen, Aaj Ham Manaenge ॥
Bhajan
Dholak Chhaina Vaaje Gajanan Nache
Dholak Chhaina Vaaje Gajanan Nache, Dholak, Chhaina Vaaje, Gajanan Nache । Dheere Dheere, Naacho Re Ganesh, Duniyan Dekh Rahi ॥
Bhajan
Jai Jai Janani Shri Ganesh Ki, Pratibha Parmeshwar Paresh Ki, Jai Jai Janani Shri Ganesh Ki
Bhajan
Ganpati Deva Mere Ganpati Deva
Ganapati Deva Mere Ganapati Deva, Maata Teri Parvati, Maata Teri Parvati, Pita Mahadeva, Ganapati Deva Mere Ganapati Deva ॥
Bhajan
Jai Ganesh Jai Mere Deva, Jai Ganesh Jai Mere Deva, Jai Ganesh Jai Mere Deva, Jai Ganesh Jai Mere Deva, Maata Jaki Parvati Hai, Maata Jaki Parvati Hai, Pita Mahadeva Re Deva, Jai Ganesh Jai Mere Deva ॥
Bhajan
Hey Pratham Pujya Gaurinandan Hum Sharan Tihari Aaye Hai
Hey Pratham Pujya Gaurinandan, Hum Sharan Tihari Aaye Hai, Shraddha Ke Suman Arpit Karane,
Ham Thal Saja Kar Lae Hai, Hey Pratham Pujya Gaurinandan, Hum Sharan Tihari Aaye Hai ॥
Bhajan
Riddhi Siddhi Ka Dev Nirala, Shiva Parvati Ka Laala, Sada Hi Kalyan Karta, Mera Dev Hai Mangalkari, Sabhi Ke Bhandare Bharta, Sabhi Ke Bhandare Bharta ॥
Bhajan
Aaye Hai Bhole Ke Dwar - Bhajan
Aaye Aaye Hai Bhole Ke Dwar, Shiv Shambhu Rakhiyo Hamari Laaj, Kawad Kandhe Pe Hai Apne Uthaye, Hum Badi Door Se Chalkar Ke Aaye, Shiv Shambhu Darshan Ko Tere Hain Aayen ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.