Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ram Naam Ladd, Gopal Naam Gee (राम नाम लड्डू, गोपाल नाम घी: भजन)


Ram Naam Ladd, Gopal Naam Gee
Jai Sita Ram Ki,
Jai Radhe Shyam Ki ।
Ram Nam Laddu,
Gopal Nam Ghee ।
Hari Nam Mishree,
Tu Ghol-Ghol Pee ॥... x3

Hare Rama, Hare Rama,
Rama-Rama Hare-Hare ।
Hare Krishna, Hare Krishna,
Krishna-krishna Hare-Hare ।

Ram Jivan Mein To,
Shyaam Ji Ghar Mein ।
Kaatate Hain Bhakton Ke,
Sankat Kshan Mein ॥... x2
Dhyaan Se Suno,
Yah Baat Badee Kaam Ki ।
Hari Nam Mishree,
Tu Ghol-Ghol Pee ॥
॥ Ram Nam Laddu...॥

Hare Rama, Hare Rama,
Rama-Rama Hare-Hare ।
Hare Krishna, Hare Krishna,
Krishna-krishna Hare-Hare ।

Ram Ram Ram, Rato Shyaam Shyaam,
Shyaam Re ।
Aayega Ant Samay,
Bas Yahee Kaam Re ॥... x2
Jai Bolo Ram Ji Ki,
Jai Bolo Shyaam Ji Ki ।
Hari Nam Mishree,
Tu Ghol-Ghol Pee ॥
॥ Ram Nam Laddu...॥

Hare Rama, Hare Rama,
Rama-Rama Hare-Hare ।
Hare Krishna, Hare Krishna,
Krishna-krishna Hare-Hare ।

Maryada Purushottam,
Hain Shri Ram Ji ।
Prem Ke Sagar Hai,
Pyare Ghanshyam Ji ॥ ... x2
Mala Japo Subah Sham,
Inaki Nam Ki ।
Hari Nam Mishree,
Tu Ghol-Ghol Pee ॥
॥ Ram Nam Laddu...॥

Hare Rama, Hare Rama,
Rama-Rama Hare-Hare ।
Hare Krishna, Hare Krishna,
Krishna-krishna Hare-Hare ।

राम नाम लड्डू, गोपाल नाम घी: भजन हिन्दी में पढ़ें

राम नाम लड्डू, गोपाल नाम घी। हरि नाम मिश्री, तू घोल-घोल पी ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanAnjali Jain Bhajan

Other Popular Ram Naam Ladd, Gopal Naam Gee Video

Ram Naam Ladd, Gopal Naam Gee Singer Tripti Shaqya

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Gauri Ganesh Manau Aaj Sudh Lije Hamari

Gauri Ganesh Manaon, Aaj Sudh Leeje Hamaari । Surahin Gaiya Ko Gobar Managaun, Dig Dhar Agana Leepaon..

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥

Radhe Radhe Ga Le Teri Baat Ban Jayegi

Dhun- Chham Chham Nache Dekho Veer Hanumana, Radhe Radhe, Ga Le, Teri Baat, Ban Jayegi । O Radhe Radhe, Jap Le, Teri Baat, Ban Radhe Radhe Ga Le Teri Baat Ban Jaegi, Radhe Radhe Ga Le Teri Baat Ban Jaegi

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP